Vous êtes sur la page 1sur 2

1. 2. 3. 4. 5. 6. 7. 8.

9.

Hain Dafan Mujh Mein Meri Kitni Ronqein Matt Pooch Ujarr Ujarr Ke Jo Basta Hai Woh Shehar Hoon Main ... !! Ajeeb rishta raha kuch is tarah apno se, Na nafrat ki waja mili na mohabbat ka silah.. !! Halaat Mere Mujh Se, Na Maloom Kjiye ,, Mudd'at Hoi Hai, Mujh Se Mera Waasta Nahi .. !!! Yaad Aanay Na Aanay Ka Tajasus Kesa, Teri Yaad Jati tou Mein kehta Teri Yaad Aii Hai ... !! Tujhse ab koi wasta to nahi raha hai Lekin, Tere hisse ka waqt aaj bhi 'tanha' guzarta hai .. ! Saleeqa ho agar bheeghi hui ankhon ko parhnay ka Tau behtay huay ansoo bhi aksar baat kartay hain !! Agar muhabbat nahi thi tou bata diya hota ,, Teri ek chup ne meri zindagi tabah kar di ... !! :( Ye Kaisa Silsila Hai Tere Aur Mere Darmiyaan...... Faasle Toh Bahot Hain Magar Mohabbat Kam Nahi Hoti.... Main nay us sy kaha Chor do ya torr do mujhay,

Uss nay hans kay Galay lagya mujhay Aur kaha Chor raha hoon aaj tumhain, Toot tum kuhd he jawo gye...........!! =( 10. Soo bar marna chaha nigahoon mein unki Woh nazrein jhuka lete hain hume marne nahi dete ;-) 11. Tuesday at 8:44pm 12. Kbhi Na Hathon Se Hath Choote KhayaL Rakhna! Kabhi Na Chahat Ka Maan Toote KhayaL Rakhna! BachAa K Rakhna Mohabat Ko Sazishon Se! Wafa Ki DoLat Jafa Na Loote KhayaL Rakhna! Jo Ho Mohabat To ranjishon Se Guraez Karna! Kisi Ka Nazuk Sa DiL Na Toote KhayaL Rakhna

13. ishq

ko bhi ishq ho, to main dekhu ishq ko ,,,,

kaisey tadpey , kaisey roye , ishq apne ishq mein !!! 14. Wo pani ki lehron pe kiya likh raha tha khuda jaane harf-e-dua likh raha tha likhe they jis ne wafa ke maane adhure wo shakhs piyaar ki intihaa likh raha tha zara us ki aankhon se aansu na nikle wo shakhs jab zindagi ko saza likh raha tha mohabbat mein nafrat mili thi use bhi wo her shakhs ko bewafa likh raha tha 15. kash ham aap ka gussa hote , har pal aap k sath to reh pate , kabhi itrate kabhi ruth jate , kabhi apne aap me khojate , par zindagi bhar tumhare kareeb to reh pate !!! 16. Aaj phir uski yaad ne rula diya, kaisa hain ye chera jisne ye sila diya, do lafz likhne ka salika na tha, uske pyar ne mujhe shayar bana diya.

Vous aimerez peut-être aussi