Vous êtes sur la page 1sur 4

1 Rishte me to hum tumhare baap lagte hain, naam hai Shahenshah.

2 Agar apni maa ka doodh piya hai to saamne aa. - Laawaris

Shahenshah

3 Yeh tumhare baap ka ghar nahin, police station hai, is liye seedhi tahrah khad e raho - Zanjeer 4 Paisa kya hai, sirf ek number na. - Teen Patti 5 Jao pehle us aadmi ka sign le ke aao jisne mera baap ko chor kaha tha; pehle u s aadmi ka sign le ke aao jisne meri maa ko gali deke naukri se nikal diya tha; pehle us aadmi ka sign le ke aao jisne mere haath pe ye likh diya tha..ye.. Uske BAAD, uske baad, mere bhai, tum jahan kahoge main wahan sign kar doonga. - Dee war

6 Sahi baat ko sahi waqt pe kiya jaye to uska maza hi kuch aur hai, aur main sah i waqt ka intezaar karta hoon. - Trishul 7 Angrezon ke zamaane ke jailor, aur itni ghabrahat? - Sholay 8 Moochein ho to Nathulal jaise warna na ho. - Sharaabi 9 Govardhan seth, samundar mein tairne waale kuoon aur taalabon mein dubki nahin lagaya karte hain. - Sharaabi 10 Meri history janta nahi hai tu, mere shareer me haddi kam taanke zyada hain. Department 12 Sapne bhi samundar ki lahron ki tarah haqeeqat ki chattanon se takrakar toot jaate hain. - Deewar 13 Don ko pakadna mushkil hi nahin, naamumkin hai. - Don 14 Kabhi kabhi mere dil mein khayal aata hai ki zindagi teri zulfon ki narm chha on main guzarne padti to shadab ho bhi sakti thi. - Kabhie Kabhie 15 Jis tarah gobhi ka phool, phool hokar phool nahi hota, waise hi gainde ka pho ol bhi phool hokar phool nahi hota - Chupke Chukpe 16 Aaj aap ke paas aap ki saari daulat sahi, sab kuch sahi, lekin maine aap se j yaada garib aaj tak nahin dekha. Good bye, Mr R K Gupta. - Trishul 17 Hum bhi to roz khatro se khelte hai. - Sholay 18 You are right, Mr R K Gupta, yeh contract mujhi ko milegi. Aur haan, mere ban aye hue colony mein agar aapko ghar chahiye, to taqalluf mat kijiyega, makaan aa p ko mil jayega. - Trishul 19 Pura naam, Vijay Dinanath Chauhan, baap ka naam, Dinanath Chauhan, maa ka naa m, Suhasini Chauhan, gaon Mandwa, umar chhattis saal. - Agneepath20 Jo kal hua, woh dobara nahi hoga. - Sholay

21 Zindagi ka tambu teen bambuo pe khada hai. - Sharabi

22 Mujhe jo sahi lagta hai main karta hoon, fir chahe wo bhagwan ke khilaaf ho, kanoon ke khilaf ho ya pure system ke khilaaf. Sarkar 24 Apni sharto par chalne wale ko keemat chukani padati hai, mujhe jo sahi lagta hai wo mai karta hu - Sarkar Raj 25 Parampara, Pratishtha, Anushasan. Ye is gurukul ke teen stambh hai. Ye wo aad arsh hain jinse hum aapka aane waala kal banaate hain. - Mohabbatein 26 Arre yeh jeena bhi koi jeena hai, Lallu? - Mr Natwarlal 27 Wahan se tumhe yeh cheh dikh raha hoga. Lekin yahan se mujhe yeh nau dikhta h ai - Aakhree Raasta 28 Is duniya mein do tarah ka keeda hota hai. Ek woh jo kachre se uthta hai. Aur doosra woh jo paap ki gandegi se uthta hai. Hum 29Ghadi Ghadi drama karta hai, saala - Sholay 30Hum jahan khade ho jaate hain, line wahi se shuru hoti hain. - Kaalia 31Yeh koyle ki khaan ek azgar hai seth sahab, jo roz, anginath logon ko nigalkar , usei peeskar, jism se khoon ka ek-ek katra choos kar, ek laash ke roop mein ug al deta hai. - Kaala Patthar 32 Hai kisi maa ke laal me himmat, jo mere saamne aaye? - Namak Haraam 33 Aur waise hi, main is ko yahan nahi maroonga, warna log kahenge Sikandar ne a pne ilake me usey mara. - Muqaddar Ka Sikander 34 Aap ne jail ki deewaron aur zanjeeron ka loha dekha hai, jailer sahab, Kaalia ki himmat ka faulaad nahi dekha. - Kaalia

35 Bachpan se hain sar par Allah ka haath, aur Allah Rakha hai mere saath, baazu par hai saat sau chhiyaasi ka billa, bees number ka beedi peeta hoon, kaam kart a hoon coolie ka aur naam hai Iqbal. - Coolie 36Apun woh kutte ki dum hai, jo baara baras nalli ke andar daal ke, nalli tedi h oti, apun seedha nahin hota! - Laawaris 37 I can talk English, I can walk English, I can laugh English because English i s a very phunny language. Bhairo becomes Byron because their minds are very narr ow! - Namak Halal 38 Narang saab, yeh kaam koi bhi insaan akele kar sakta tha, basharte ki use bhi meri hi tarah yeh pata hona chahiye ke woh is duniya mein akela aaya hai aur ak ela hi jaayega, isliye agar usey kuch karna hai toh woh bhi akele hi karna hoga. - Shakti 39 Kallu se Kaalia ka safar shuru. - Kaalia 40 Main aur meri tanhaai aksar ye baatein karte hain... - Silsila

41 Auron ko to eenhone ek ghante mein sikha diya hai. - Sholay 42 Daaru peene se liver kharab ho jaata hai. - Satte Pe Satta

43Yeh telephone bhi ajeeb cheez hai rta kuch hai. - Agneepath

aadmi sochta kuch hai, bolta kuch hai aur ka

44 Pagar badao... pandrah sau rupiye me ghar nahin chalta, saala imaan kya chale ga? - Agneepath 45 Don t mess with the army. - Major Saab 46 Sooryavansh ek aag hai jisme doston ke liye jitni jyoti hai, dushmanon ke liy e utni hi jwala. Bhoon dalo is kambaqt ko. -Sooryavansham 47Partner, ab bol hi diye ho to dekh lenge. - Sholay 48 Ek rahen iir, ek rahen beer, ek rahen patte aur ek rahen hum. - Adaalat 49 Ek phool de dona maa, wahan ees ke mafak koi kadak afsar mil gaya to usko hum yeh phool deke apun ka baap bana denga. - Amar Akbar Anthony 51 Is Imaarat ki neev itni majboot hai ke koi Raj Aryan haathon me violin aur ch ehre pe muskaan liye uski ek bhi eenth hilane ke liye kadam nahi rakh sakta Moha bbatein 52 Hamare desh mein kaam dhoondna bhi ek kaam hai - Shakti 53 Pain is my destiny and I can t avoid it - Kaala Patthar 54 Eh Kaancha, saala bandook bhi dikhata hai aur peeche bhi hat ta hai? - Agneep ath 55 Jisne pachchees saal se apni maa ko thoda thoda marte dekha ho, use maut se k ya darr - Trishul 56 Anand mara nahi, Anand marte nahi - Anand 57 Do aansoo is aankh se gire, phir do us aankh se. Phir do is aankh se, do us a ankh se. Phir do is aankh se, do us aankh se. Kitne huye?...Nau lakh ke haar ke liye, barah lakh ke aansoo? Daddy hote to kehte: Vijay, tumhe business karna nah i aata? - Sharaabi 58 Peter, tum log mujhe wahan dhoond rahe the aur main tumhara yahan intezaar ka r raha hun - Deewar

59 Aisa to aadmi life mein doich time bhaagta hai. Olympic ka race ho, yaa Polic e ka case ho. Tum kisliye bhaagta hai bhai? -Amar Akbar Anthony 60 Bahut koshish ki apne dil se aapki mohabbat nikal doon lekin mein hamesha aap se pyaar karta raha. Chaha ki na karoon lekin aisa kyun, kyun aisa? - Shakti 61 Chain khuli ki main khuli ki chain - Satte Pe Satta 63 Uff tumhaare usool, tumhaare adarsh. Kis kaam ke hai tumhaare usool. Tumhaar e saare usoolon ko goond kae ek waqt ki roti nahin banaai jaa sakti, Ravi - Shak ti

64 Kacha papad, pakka papad - Yaarana 65 Badi himmat chahiye, Vijay Sahab, bada hausla chahiye iske liye. Daag daaman pe nahi dil pe liya hai maine. - Kabhie Kabhie 66 Main aaj bhi phenke hue paise nahin uthata - Deewar 67 Abey buddah hoga tera baap - Bbuddah Hoga Tera Baap 68 Kya karun, mera to dil hi kuch aisa hai, Mausi - Sholay 69 Jigar ka dard upar se nahin maloom hota hai - Sharaabi 70 Aaj mere paas bangla hai, gaadi hai, bank balance hai, kya hae tumhare paas? - Deewar

Vous aimerez peut-être aussi