Vous êtes sur la page 1sur 1

aaya aaya re aaya re tanha tha zindagi mein gum hi the har khushi mein tanha tha zindagi

mein gum hi the har khushi mein betha tha leke umeedein khwaabon se meri raatein sajane aaya aaya aaya aaya re re re re koi dil ko churane meri jaan mein samane dekho koi dil ko churane mujhe apna banane

tanha tha zindagi mein gum hi the har khushi mein betha tha leke umeedein khwaabon se meri raatein sajane aaya aaya aaya aaya re re re re koi dil ko churane meri jaan mein samane koi dil ko churane mujhe apna banane (banane banane )

meri nigahein uspe ruki hai aadha safar chahat ka tey kar chuki hai uske aasar ne mujhko chuaa hai shayad woh na jaane yeh mujhko pata hai aaya aaya aaya aaya re re re re tere dil ko churane teri jaan mein samane main toh tere dil ko churane tujhe apna banane

meri sadaayein usne suni hai manzil hoon jiski main woh raahein chuni hai woh jo kahe toh sir ko jhukaa doo kadmon tale main apni saansein bicha doo aaya aaya aaya aaya re re re re mere dil ko churane meri jaan mein samane main woh toh mere dil ko churane mujhe apna banane (banane banane )

woo.. tanha tha zindagi mein (zindagi mein ) gum hi the har khushi mein betha tha leke umeedein khwaabon se meri raatein sajane aaya aaya aaya aaya aaya aaya re re re re re re (aaya re aaya re ) ooo koi dil ko churane meri jaan mein samane tere dil ko churane tujhe apna banane koi dil ko churane mujhe apna banane

Vous aimerez peut-être aussi