chehra jb kamla jaye patjhar sa manzar cha jye jb i ny me dakho aks tab aks b ghabra jaye us lamha sochna tum hum ny tm ko chaha tha hum ny tm ko chaha tha Nasha pila kar girana to sab ko aata hai Maza to jab hai girto ko tham le Saqi ! Jo baada kash the purane, wo uthte jate hain Kaheen se aab-e-baqay-e-dwaam le saqi ! Kati hai raat to hangama gustari main Sehar qareeb hai, ALLAH ka naam le saqi ! Kabhi nazrain milanay main zamanay beet jatay hain Kabhi nazrain churanay main zamanay beet jatay hain Kisi nay aankh bhi kholi to soonay ke nagrii main Kisi ko gher bananay main zamanay beet jatay hain Kabhi kaali siyah raatain humain ek pal ke lagti hain Kabhi ek pal bitanay main zamanay beet jatay hain !! Choom leta,agar tu Gulaab hota, Me jawab hota,agar tu sawal hota, Sub ko pata ha k ma nasha nahi kartaWasi Phir bhi pee leta agar tu Sharab hota..!!