Vous êtes sur la page 1sur 3

Mouj main tum se chlakne ki ada mange hai

Phool gulshan main mahekne ki ada mange hai


Husn aankhoon se chalakne ada mange hai
Dard ka chand chamakne ki ada mange hai
Mauj mein tumse
Chhalak ne ki adda maange hain
Phool ghulshan mein
Phool ghulshan mein
Mehek ne ki adda maange hain
Husn aankhon se
Chhalak ne ki adda maange hain
Dard ka chaand
Chamak ne ki adda maange hain
Subah se sab se milo
Pyar se dhab se milo
Naaz se jab se milo
Sokha se sab se milo
Mauj e sahib se milo
Maah-e-kaamil se milo
Mauj e sahib se milo
Maah-e-kaamil se milo
Sab se milaun tu ek baar mere dil se milo
Mauj e sahib se milo
Maah-e-kaamil se milo
Mauj e sahib se milo
Maah-e-kaamil se milo

Dile barbaad ne kyaa tutke chaha hain tumhein


Dile barbaad ne kyaa tutke chaha hain tumhein
Is kadar pyar se mar mar ke tarasa hain tumhein
Is kadar pyar se mar mar ke tarasa hain tumhein
Jab se dekha hain ussi sokh se dekha hain tumhein
Jab se dekha hain ussi sokh se dekha hain tumhein
Sar jhukaya hain
Sar jhukaya hain khuda maana hain pooja hain tumhein
Pooja hain tumhein
Rango isharat se milo aesho raahat se milo
Nooro nikrat se milo sab se fursat se milo
Sab se milaun tu ek baar mere dil se milo
Mauj e sahib se milo
Maah-e-kaamil se milo
Mauj e sahib se milo
Maah-e-kaamil se milo
Tum mere hotho pe rahati ho duaao ki tarah
Tum mere hotho pe rahati ho duaao ki tarah
Kitani masoom ho tum meri waffa o ki tarah
Kitani masoom ho tum meri waffa o ki tarah
Door hi door ho jungal ki hawao ki tarah
Door hi door ho jungal ki hawao ki tarah
Tum chale aao
Tum chali aao bharpur ghatao ki tarah
Bharpur ghatao ki tarah
Sab saza razaao se milo na bharaon se milo
Sokhthaa ron se milo tum hazaron se milo
Sab se milaun tu ek baar mere dil se milo

Mauj e sahib se milo


Maah-e-kaamil se milo
Mauj e sahib se milo
Maah-e-kaamil se milo
Kyaa kahun deher mujhsa nahi tanhaa koi
Kyaa kahun deher mujhsa nahi tanhaa koi
Tum pe zaahir hain ke tum se nahi parda koi
Tum pe zaahir hain ke tum se nahi parda koi
Tum na aao to nahi mera sahara koi
Tum na aao to nahi mera sahara koi
Haa ek baar karo
Haa ek baar karo saag se waada koi
Waada koi
Sabe raana se milo subeh farda se milo
Kehse fadaas se milo ek duniya se milo
Sab se milaun tu ek baar mere dil se milo
Mauj e sahib se milo
Maah-e-kaamil se milo
Mauj e sahib se milo
Maah-e-kaamil se milo
Mauj e sahib se milo
Maah-e-kaamil se milo.

Vous aimerez peut-être aussi