Vous êtes sur la page 1sur 19

1.

ANJAANA ANJAANI (THE CLUB)


All the Anjaanas say yeah yeah yeah All the Anjaanis say yeah yeah yeah All the Anjaanas say yeah yeah yeah All the Anjaanis say yeah yeah yeah

I met a boy and his name is Anjaana Anjaani raahon mein ek humsafar mili I met a girl and her name is Anjaani Anjaana khwab tha, ban gaya zindagi Yoon hi hoti hai na Sab ki kahaani Shuru hogi kahan Kisi ne na jaani Itfaaqon mein, laakhon mein,miltein hain ajnabi Chorus Anjaana-aa-aa Anjaani-ee-ee Mil gaye-eh-eh toh banee-ee-ee kahaani-ee-ee Mil gaye-eh-eh toh banee-ee-ee kahaani-ee-ee All the Anjaanas say yeah yeah yeah All the Anjaanis say yeah yeah yeah All the Anjaana say yeah yeah All the anjaani say yeah yeah Jeele yoon Jeele ek pal hi jaise jeena ho Kal ko phir

Koi na jaane, na jaane kya ho Gham kahan, Hum yahan hai, Hai khushi aur tu Hum agar Hum jo mil jayein toh baatein hongi Phir kahaan Na jaane kab aisi ratein hongi Ab jo hum, sang hain Hai koi jadoo Ab toh fikar naa ho Gham ka zikar na ho Chal yuhi chalte hain Khatm safar na ho Lagne lagaa hai kismat ne hi sunli ho Khwaahishein ankaheee Chorus Anjaana-aa-aa anjaani-ee-ee Mil gaye-eh-eh toh banee-ee-ee kahaani-ee-ee Anjaana-aa-aa anjaani-ee-ee Mil gaye-eh-eeh toh banee-ee-ee kahaani-ee-ee I met a boy and his name is anjaana Anjaani raahon mein ek humsafar milee I met a girl and her name is Anjaani Anjaana khwab tha, ban gaya zindagi Yoon hi hoti hai na Sab ki kahaani

Shuru hogi kahan Yeah Kisi ne na jaani Itfaaqon mein, laakhon mein,miltein hain ajnabi Chorus Anjaana-aa-aa anjaani-ee-ee Anjaane shehron mein Shamon, dopahron mein Dhoondo, mile zindagi Anjaana-aa-aa anjaani-ee-ee Mil gaye-eh-eh toh banee-ee-ee kahaani-ee-ee All the Anjaanas say yeah yeah yeah All the Anjaanis say yeah yeah yeah All the Anjaana All the Anjaanis come on everybody say yeah yeah All the Anjaanas say yeah yeah yeah All the Anjaanis say yeah yeah yeah All the Anjaana All the Anjaanis come on everybody say yeah yeah

2. HAIRAT
Dheemi dheemi chalne lagi hain ab hawaein Dheemi dheemi khulne lagi hain aaj rahaein Rangne lage hain manzil ko jaane ke raah saare Jaise aasman kay chheente pade hon banke sitaare Dheemi dheemi roshni si Beh rahi hain in hawaon mein yahaan

Hairat hairat hairat hai Tu hai toh har ek lamha khubsoorat hai Hairat hairat hairat hai Tu hai toh har ek lamha khubsoorat hai

Shaam thhi, koi joh noor aa gaya, Yahaan ho gayi hain subah Raat ka naam-o-nishaan tak nahi kahin Hai sahar har jagah Khoi khoi khawabon mein Chupi chupi khwaishein Naram se ret pe, geeli geeli baarishein Lipta hoon raahon mein, raahon ki baahon mein Hain ab meri jagah Kal pe cha gaya dhuan Yeh jo pal naya hua Ho gayi shuru nayee daastaaan

Hairat Hairat hairat hain Tu hai toh har ek lamha khubsorat hain Hairat Hairat hairat hai Tu hain toh har ek lamha khubsorat hai

Dheemi dheemi chalne lagi hain ab hawaein Dheemi dheemi khulne lagi hain aaj rahaein Rangne lage hain manzil ko jaane ke raah sare Jaise aasman kay chheente pade hon banke sitaare Dheemi dheemi roshni si Beh rahi hain in hawaon mein yahaan

Hairat hairat hairat hai Tu hai toh har ek lamha khubsoorat hai Hairat hairat hairat hai Tu hai toh har ek lamha khubsoorat hai

3. AAS PASS KHUDA


Dhundhla jaayein joh manzilein Ek pal ko tu nazar jhuka Jhuk jaye sar jahan wahi Milta hai rab ka rasta Teri kismat tu badal de Rakh himmat bus chal de Tera saathi, mere kadmon ke hain nishan Chorus Tu na Jaane aas pass hai khuda Tu na Jaane aas pass hai khuda

Khud pey daal tu nazar Halaton se haar kar Kahan chala re Haath ki lakeer ko Modhta marodta hai hosla re To khud tere khawabon kay rang mein Tu apne jahan ko bhi rang de Ke chalta hoon main tere sang mein Ho shaam bhi toh kya

Jab hoga andhera, Tab payega dar mera Uss dar pe phir hogi teri subah

Tu na Jaane aas pass hai khuda Tu na Jaane aas pass hai khuda Mit jaate hain, Sabke nishaan, Bas ek voh mit-ta nahin hai, Maan le jo har mushkil ko, Marzi meri Ho humsafar na tera jab koi Tu ho jahan, rahoonga main wahi Tuhjse kabhi na ek pal bhi main juda Chorus Tu na Jaane aas pass hai khuda Tu na Jaane aas pass hai khuda

4. TUMSE HI TUMSE
Ab se koi khushi nahi Jiski tum wajah nahi Ab se koi din nahi Jiski tum subah nahi Ab se koi baat nahi Jo tumse na hogi shuru Ab se koi raah nahi Jo tum sang main na mudhoon

Abhi ke abhi yeh ho gaya yakeen Yeh zindagi meri ho gayee teri Abhi ke abhi yeh ho gaya yakeen Yeh zindagi meri ho gayee teri Tumse hi tumse, har baat, har baat hai Jab tum ho saath Tumse hi tumse, har baat, har baat hai Jab tum ho saath

I wait for a sign so I know your mind everyday I look in the mirror & I see your face The walls break down, down When you smile at me & the worlds much brighter than the one I see. As I wait for a sign so I know your mind everyday

I look in the mirror & I see your face The walls break down down When you smile at me & the worlds much brighter than the one see.

Sayaa, ban ke tera sayaa Chaloonga sang tere Hai tanha tu nahi Payaa, abhi dhoond payaa Tu jisme muskara de Woh lamha kyun nahi Aa thamloon tujhe ki thokrein mile jo zindagi ki raah mein Chhupa loon dhoop se jahan ki main le loon aa tujhe panaah mein Abhi ke abhi yeh ho gaya yakeen Yeh zindagi meri ho gayee teri Abhi ke abhi yeh ho gaya yakeen Yeh zindagi meri ho gayee teri Tumse hi tumse, har baat, har baat hai Jab tum ho saath Tumse hi tumse, har baat, har baat hai Jab tum ho saath Anjaana tha ehmiyat se teri yaar mera guzra kal Kab jaana that tere vaaste hi aaj se hoga har pal Main karta hoon yeh ilteja Phir se jeene seekhle zara Abhi ke abhi yeh ho gaya yakeen Yeh zindagi meri ho gayee teri

Abhi ke abhi yeh ho gaya yakeen Yeh zindagi meri ho gayee teri Tumse hi tumse, har baat, har baat hai Jab tum ho saath Tumse hi tumse, har baat, har baat hai Jab tum ho saath I wait for signs so I know your mind everyday I look in the mirror & I see your face The walls break down down When you smile at me & the worlds much brighter than the wanna one i see. As I wait for a sign so I know your mind everyday I look in the mirror & I see your face The walls break down down When you smile at me & the worlds much brighter than the wanna one i see.

5. TUJHE BHULA DIYA


Naina laggeyan baarishan Te sukke sukke sapne vi pijj gaye Naina laggeyan baarishan Rove palkan de kone vich neend meri Naina laggeyan baarishan Hanju digde ne chot lage dil te Naina laggeyan baarishan Rut Birha de badlan di chhaa gayi Kaali kaali khaali raaton se Hone lagi hai dosti Khoya khoya in raahon mein Ab mera kuch bhi nahi Har pal har lamha, main kaise sehta hoon Har pal har lamha main khud se yeh kehta rehta hoon Tujhe bhula diya, oh, Tujhe bhula diya, oh Tujhe bhula diya, oh Phir kyun teri yaadon ne Mujhe rula diya.. oh Mujhe rula diya. Teri yaadon mein likhe jo lafz dete hain sunaai Beete lamhe poochhte hain kyun hue aise juda.. Khuda, Khuda mila jo yeh faasla hain

Khuda tera hi yeh faisla hain Khuda hona tha woh ho gaya Jo tune thha likha Kaali kaali khali raaton se Hone lagi hai dosti Khoya khoya in raahon mein Ab mera kuch bhi nahi Har pal har lamha main kaise sehta hoon Har pal har lamha main khud se yeh kehte rehta hoon Tujhe bhula diya, oh, Tujhe bhula diya, oh Phir kyun teri yaadon ne Mujhe rula diya.. Mujhe rula diya. Naina laggeyan baarishan Te sukke sukke sapne vi pijj gaye Naina laggeyan baarishan Rut birha de badlan di chhaa gayi Do pal tujh se juda thha, Aise phir rasta muda thha, Tujh se main khone laga, Juda jaise hone laga, Mujh se kuch mera Tu hi mere liye ab kar dua, Tu hi is dard se kar de juda, Tera hoke tera jo main na raha, Main yeh khud se kehta hoon,

Tujhe bhula diya, oh, Tujhe bhula diya, oh Tujhe bhula diya, oh Phir kyun teri yaadon ne, Mujhe rula diya.

6. I FEEL GOOD
Teri meri teri meri kahaani Ek daastan nayi puraani Chori chori yeh kahaani chali hai Theheri thi jo tere aa jane tak Teri meri teri meri kahaani Ek daastan nayi puraani si Chori chori yeh kahaani chali hai Theheri thi jo tere aa jane tak Tere aane se maine jaana ke Tu hi jeene ka hai bahana , and I Dont know why But I feel good Tere aane se maine jaana ke Har safar ho gaya suhana, and I Dont know why, But I feel good Har disha, rastaa nayaa Har kahin raahein nayi nayi Meri raahein tujhe paake Tujh pe hi tham gayee Humsafar thi magar tu hi Manzil ban gayee Teri meri teri meri kahaani Yeh raastein likhtey jaye bas

Tere aane se maine jaana ke Tu hi jeene ka hai bahana, and I Dont know why But I feel good Tere aane se maine jaana ke Har safar ho gaya suhana, and I Dont know why, But I feel good Roshni aisi mili Raat ka chehra khila yahaan Andhero se gile thhe jo Maaf woh ho gaye Thhe jo maile sheeshein dil ke Saaf woh ho gaye Teri meri teri meri kahaani Jaise raat ko subha mil jaye bas Tere aane se maine jaana ke Tu hi jeene ka hai bahana, and I Dont know why But I feel good Tere aane se maine jaana ke Har safar ho gaya suhana, and I Dont know why But I feel good

7. ANJAANA ANJAANI
Halka halka sa guma hai Jane kya mujhe hua hai Har nazar darbadar ajnabee Humko bhi yahi gila hai Jo bhi aaj kal mila hai Har kadam dum-badam ajnabee Us taraf jo hai udasi Is taraf bhi hai zara si Dil ki rahon kay do ajnabee Chorus Anjaana kehne ko hi tha Mera tha woh jo bhi tha Anjaani Hai magar nahi, ke tu Hai yahin kahin Jab se jaana key ab na chahna hain phir kabhi bhi tujhe Chahaton se kinara kar liya Jab se socha ke ab na sochengay phir kabhi bhi tumhe Dil ne koi bahana kar diya Mere tumhare darmiyaane Jo baatey hui nahin hai Kabhi dua mein Kabhi zubaan mein

Kyon tumne kahi nahi hai Kehney ko to kya nahi hai Dar pe har khushi khadi hai Phir bhi kyun lag rahi hai kami Chorus Anjaana kehne ko hi tha Mera tha woh jo bhi tha Anjaani Hai magar nahi, ke tu Hai yahi kahin Ae mera khuda, door kahin kya Ho rahi hain subah Mil gayee mujhe Mil gayi tujhe wahan jeenay ki phir wajah Tu joh keh de toh manzilein Mil jayaein yun aaj phir humein Tere mere yeh raaste Lag jayaein yun aaj phir gale Main bhi toh tere sirhaane Daudti us kinare Hai jahan pe mera ab jahan Chorus Anjaana kehne ko hi tha Mera tha woh jo bhi tha Anjaani Hai magar nahi ,ke tu Hai yahi kahin

Anjaana kehne ko hi tha Mera tha woh jo bhi tha Anjaani Hai magar nahi ,ke tuuu Hai yahi kahin

Vous aimerez peut-être aussi