Vous êtes sur la page 1sur 3

Handbook of Hindi_3 September 2009

Abhishek Avtans , Lecturer (Applied Hindi Linguistics)


Central Institute of Hindi, Agra
Email – abhiavtans@yahoo.com
Website - http://sites.google.com/site/hindispekingtree/Home

Meeting people : रोगों से भुराकात


Phrases you can use when you meet people in India

English Hindi in Roman Hindi in Devanagari


Hi/Hello! Namaste नभस्ते
How do you do! aap kaise hain आऩ कैसे हैं?
I am fine. main thiik huun भैं ठीक हॉ।
How are you? aap kaise/kaisii hain आऩ कैसे / कैसी हैं?
My name is Mark/Kelly mera naam mark /kelly भेया नाभ भाकक / केरी है
hai
Glad to meet you aap se milkar acchaa आऩ से मभरकय अच्छा
laga
रगा
Me too! mujhe bhii भुझे बी
Would you like have Kyaa aap kaufi /chai क्मा आऩ कॉपी / चाम
coffee/tea? piinaa pasand
ऩीना ऩसॊद कयें गे / कयें गी
karenge/karengii
Yes haan हाॉ
No nahiin नहीॊ
Where shall we go? Kahaan chalen? कहाॉ चरें?
Let’s go to this coffee is kaufi haauus/ chai ki इस कॉपी हाऊस / चाम
house/tea shop dukaan me chalte hain
की दक
ु ान भें चरते हैं
It’s very hot here yahan bahut garmii hai महाॉ फहुत गभी है
Is it always like this in kyaa bhaarat me क्मा बायत भें हभेशा
India? hamesha aisa rahata
ऐसा यहता है ?
hai?
No! It’s hot only in nahin! Sirf garmi ke नहीॊ। मसपक गभी के
summers mausam me.
भौसभ भें
Where are you from? aap kahan se hain? आऩ कहाॉ से हैं?

1
Handbook of Hindi_3 September 2009
Abhishek Avtans , Lecturer (Applied Hindi Linguistics)
Central Institute of Hindi, Agra
Email – abhiavtans@yahoo.com
Website - http://sites.google.com/site/hindispekingtree/Home

I am from Australia main Australia se huun भैं आस्रे मरमा से हॉ


Where do you live in aap aagraa me kahaan आऩ आगया भें कहाॉ यहते
Agra? rahate/rahatii hain? / यहती हैं?

I live near Taj Mahal main taaj mahal ke paas भैं ताज भहर के ऩास
rahataa /rahatii huun
यहता / यहती हॉ
What do you do for aap kyaa kaam आऩ क्मा काभ कयते /
living? karte/kartii hain?
कयती हैं?
I am a teacher / main adhyaapak / भैं अध्माऩक / व्माऩायी हॉ
Businessman vyaapaari huun
How long will you be in aap Bhaarat me kab tak आऩ बायत भें कफ तक
India? rahenge?
यहें ग?

I will be here till main Bhaarat me भैं बायत भें ददसॊफय तक
December disambar tak
यहॊ गा/ यहॊ गी
rahuungaa/rahuungii
I am here for main yahan vyaapar भैं महाॉ व्माऩाय / घभने
Business/Travel /ghumne ke liye aayaa
के मरमे आमा / आमी हॉ
huun
Where are you staying aap yahan kahan rah आऩ महाॉ कहाॉ यह यहे
here? rahe/rahii hain?
/यही हैं?
I am staying at this hotel main iis hotal me rah भैं इस होटर भें यह यहा/
raha/rahii huun
यही हॉ
How far is the railway yahaan se relve steshan महाॉ से ये रवे स्टे शन
station from here? kitnii duur hai
ककतनी दय है
Its two Kms from here Yahaan se do kilo miitar महाॉ से दो ककरो भीटय
duur hai
दय है
Ok! I will go now. Thiik hai. main ab jaataa ठीक है . भैं अफ जाता हॉ
huun
Thank you dhanyavaad /shukriyaa धन्मवाद / शुकिमा / थैंक
/thaink yuu म

2
Handbook of Hindi_3 September 2009
Abhishek Avtans , Lecturer (Applied Hindi Linguistics)
Central Institute of Hindi, Agra
Email – abhiavtans@yahoo.com
Website - http://sites.google.com/site/hindispekingtree/Home

Bye Baaye/ phiir milte hain फाम / कपय मभरते हैं

Note : Notice kaise, rahe, aayaa, rahungaa (used with masculine subjects)
VS kaisii rahii, aayii, rahuungii (used with feminine subjects)

Vous aimerez peut-être aussi