Vous êtes sur la page 1sur 2

we are not dufferwss but we looke like duffers.

the condition of good life made us


and throw in thin black hole. unemployment and friend ciercle of innocent frinends
is base of my expression. ek achchi life status maintain karane ke liye qualification
se neeche ki bhi job karni padti hai. is duniya me qualificatin se kuchh nhi milta aur
na hi ability kuchh dilati hai. aisa kya hai ki log ye thik thik jan payenge ki kaun
kitna eligible hai kis kaam aur reward kr liye. and another thing is love. pyar kise
nhi chahiye lekin sabko milta kahan hai? pyar ke bina jeena matalab koi jeena
hai.aur pyar ke liye jab standard job money etc cheejen aade ane lagen to uska
upay to dhoondhan apadega.

and sabse important thing banda jis society ka nhi hai us society ka hissa banane ki
koshish karta hai to uska mazak bananaaa pakka hai. jis level par banda khada hai
use accept karnaa chahiye aur agar usase bhagne ki koshish ki jaaye to bahut
jhelna pad sakta hai. usme do cheejen important ho jati hain- maintainence and
survival.

ab jab banda us society ka nhi hai to uske liye us standard ko maintain kar paana
bahut badee chunauti hai oopar se survive karna to aur bada challange hai. is
chakkar me bande ki durdasha ho jati hai.i think in this story i would be our theme.
so happily i can said that our one character out of four is came a lower middle class
and he shows off himself as upper class guy. hw wants love, respect and happy life .
lekin ye sab hone wala nahi hai kyonki usane galat rasta choose kiya hai.

unemploument is a big deal in middle class society. naukari na ho to bande ka koi


astitv hi nhi hai dharti par jaise. log use bilkul bhi support nhi karte. jabki logon ko
chahiye ki log co-operate karein. nhi aisa nhi hota berojgar bande ki kya koi dignity
nhi hoti. kya wah kuchh defferent karna vchahta hai, uske saath kya genuin
problenm hai logon ko samjhanaa chahiye, kyionki ek banda naukari se apni roji roti
bhale hi kamata hai lekin uske production ka distribution poore samaaj me hota hai.
uski creativity se sabhi thoda bahut faayda paate hain directaly or indirectaly. so
berojgaar insaan dignity khojne chale to log use joote maarenge. koi apni class ko
lekar inferior hai aur apni jagah badalna chahta hai to use ukhadna padta hai lekin
ukhad kar wo dobara jud paayega ki nhi dekhne wali bat hai. ukhada hua indsan
kaise idhar udhar jhol khata hai dekhne wali baat hai. usme bhi agar use jagah
jagah uske dooston aur khud uski wajah se problem khadeee ho rahi ho to fir anad
hi anand. akhir ham bhi isee samaj ka hissa hai kisi ki takleef dekhkar hame hansee
aati hai to sirf isliye ki ham us stithi me nhi balki usase behtar conditon me hain.

dhokha dhadee ho jaye aur wo dhokha uska dost hi de jise na choda ka sake na
mara ja sake to kya condition hotu hai, wo bhi wk innocent aadmi ke saath. aur uska
dost bhi suffer kar rahaa ho paise ki tandgee ki wajah se aur use bhi paison ki
jarurat ho. basic need bahale hi roof, roti aur clothes hain lekin mere hisaab semoney, respect or dignity and love. third is the most im-ortant elemente of better
ligfe. so love ka bhav-a to sabko hai wo sabhi ko chahiye lekin ek hypothetical
situation me wo maanane lage ki agar mere paas paisa ho gayaa, ya agar mujhe
thik job mil gayee jo kutte pakadane wali job se behtar ho, ya log mere ko salute
karane lage to mujhe pakka pyar mil jayega. lekin unhe ye nhi pataa ki duniya me
aise bhi loga hain n jinke paas pyar ko chhodkar sab hai aur pyar nahi hai. lekin
shayad unhe ehsaas nhi hota ki unke paas pyar nhi hai kyonki unke paas ego hoti
hai. aur ehsaas hota bhi hai to bahut der se fir bhi wo usko deny karte hain ki kya
aisa bhi ho sakta hai ki unke paas pya nhi hai jabki duniya ki saree chejen inke paas
hain.

the way of your dream or desire's fullfilment is decide your character. app kis raste
chalkar ye sab pana chahte ho ye decide karta hai aapke character ki width. aur us
width par aap kya kamaal kar sakte ho ye batati hai film.
sabse comon hota hai crime ka rasta choose karna. crime kaun nhi karta jinhe ham
samaj ke sabse achche log samajhte hain wahi andr hi ander sabse jyada khurapat
karate hain. aur jinhe ham sabhya samajhte hain wahi sabse ganda wala crime
karate haian. to apne dream ko poora karane ke liye crime ki taraf mud jana koi
badee baat nhi bas convincing hona chahiye.
do baatein- ek bad intention ke saath crime hoya hai ek jiske peeche koi khas
intention nhi hota. wo doosron ko bina chot pahunchaye wala crime karna chahte
hain. wo doosron ko hurt nhi kar sakte.
wahi doosri taraf bad intention wale hurt karake ho majaa pate hain.
ek example- maan lijiye ek banda kindnapping karta hai aur ransom many mangata
hai nahi milne par victime ka galaa ret deta hai. that is bad intention.
lekin doostra bhi karta hai aur ransom money nhi milne par dar jata hai aur victimer
jo ki behosh hai ko hospital me admitt karwa deta hai.matlab ki bande ka koi bad
intentio nhi tha. he is kind, innocent, egocentric, reckless etc.

feelings- lonelyness, embrassed, tired, dont want the job (as a dog rescue guy).
some kind of emptyness o in life, courageous, kind, and more....

Vous aimerez peut-être aussi