Vous êtes sur la page 1sur 1

Asal mai kuch Hudood hotay hain

kisi ko kisi k sath rehna acha lagnay lagta hai toh Usay Ulfat kehtay hain..
Koi kisi ko us ki Achi khoobion ki waja se Hadd se zyada acha Lagnay lagta hai usay
Muhabbat kehtay hain...
Koi kisi ko us ki Khaaamion k hotay huay b acha lagnay lagta hai aur us k liey kisi
b hadd tak jaa sakta hai Isay Ishq kehtay hain...Jis ki Koi Intehaa ni....

Ye toh Tha Insan se>>

Ab Ahle Baith O Rasool se jab hojata toh usay Mo'Addat kehtay hain..Aur woh Hadd
Cross karay toh usay kaha jaata Ishq e Mo'Addat...

Allah se Hojata hai toh usay Bandagi kehtay... aur wohi Hadd cross karay toh usay
Ishq E Bandagi kehtay...

ab aatay is ki Jaanib...K Muhabbat aap Insan k siwa kisi se ni kr saktay>>Aur jo


Simple IShq hai ye just Insan k liey hai..Aur is k liey shadi zaroori samajhta
insan aur us saamnay walay ki khushi...Aur is mai Jismani Milaap k Ehsaasaat b
shamil hotay.
Mo'Addat aap Ahl e Baith k ilawa kisi se ni kr saktay.
aur Ishq E Bandagi Just Allah se kiya jata hai ,Aur aisa Allah kisi aur k sath krna
shirk hai,
Aur hamaray Log in teeno ko Ishq bulatay sahee hai,but agar samajhtay k ye teeno
aik hi hai aur lekin is ka hona Different se hai toh Ye boht barhi ghalti hai,Allah
k sath kisi ko kisi b cheez mai Shareek tehraana Shirk hai.

Vous aimerez peut-être aussi