Académique Documents
Professionnel Documents
Culture Documents
BY SHIVA
SCENE 1
Salman khan : narad muni hum kya sun rahe hain bhoomata ke bare mein
Arshad warsi : pujya shivaji, sankat aa pahucha hain bhoo mata ke darbar mein
Salman khan : unka darbar bhi hain , hume gyat nahi tha
Arshad warsi : manushyo ne apna jeevan vyateet karne ke liye kacheri dalne ka kaam kiya hain
Arshad warsi : manushya bahut vyakul hain ki bhagwan chahte kya hain manushyo se jo itne sare rog
daal diye bhoo mata ke dwar mein, har ek saal nayi afat, har ek das saal mein naya rog
lekar aa jate hain log aur , chikitsak pareshaan se rehte hain hal doondne mein
Salman khan : humare gyaat mein yeh nayi bimari hain , pehle chikitsak johndis aur cholera se
asantusht the aur hal doondne par bahut khush huye , jaan te nahi the ki yeh ek leela
Salman khan : jab manushya unnati ke raste par chalne lagte hain aur bhagwan se barabari karne ki
cheshta rakhne ka sankalp karte hain to bhagwan unki manovancha poori karne ke liye ek
uchit samay ki khoj kar ek musibat dete hain taki use paar karke manushya bhagwan ban
saka ya nahi
Arshad warsi : ek jigyasa huyi hain ki akhir manushya unnati ki kaun si seema paar karna chahte the aur
Jaye to bhagwan ke dwaar khul jate hain aur hum aisa nahi hone dena chahte hai ,
kyonki mar kar koi amrit pee hi nahi sakta , gyaan vikasit hone par log marna pasand karte
hain , kyonki wo seema ke bahar ki rekha hain, jise saara gyaan ho doosro se jyada , uska
Arshad warsi : to ayu ghatana tha , ya ayu ki seema vikasit karna tha
Salman khan : khud soch ke batayiye munivar, aap to muniyo ke munivar hain
Salman khan : ati utam , manushya vikasit hone ke liye bahut baar apni budhi se badkar kaam kar jate
hain , isliye har ek dus saal mein , musibat agar bheji na gayi ho to pareshan hokar insaan
galti kar doosre manushya par prahar karna aarambh kar deta hain , isliye hum chaukane
Salman khan : har ek yug mein humne musibat bheje insano ki madad se aur bhagwan huye bhi log , aaj
bhi insaan purwajo ko yaad karte hain , jaise pensulin ka nirmaan alexander fleming
bhagwaan hi tha
Arshad warsi : par unka naamkaran kabhi suna nahi logo ki jubaan par
Salman khan : jinki bhasha mein hum baat kare waha par jaroor unka naam karan hota hain , par yug
beet jaanepar log naam karan thodi bahut bhool jate hain kyonki unhe apne se jyaada
Salman khan : insaano ko avgat karna anivarya hain , aur jab bhi wo soche ki hum se badkar koi nahi , to
manushya ko chetavani dene ke liye hum doosre manushya ka istamaal karte hain
Arshad warsi : kyon
Salman khan : jab log doosro se bhidte hain to ek doosre ki ninda hi karte hain , we yeh manege hi nahi
ki bhagwan se badkar koi insaan zinda bhi hain ya nahi, jo moorkh hain wo yeh nahi
jaante ki rachna karne wale ki ayu kitni hoti hain aur zo ninda karta hain uski ayu kitni
Salman khan : aaj kal ke zamane mein sau saal ki umr kafi mani jati hain jo doosro ki bhalayi kare to , par
jo doosro ki ninda karte hain , unki ayu logo ke vichardhara par nirmit hoti hain , wah
Salman khan : usa mein obama barack mare nahi kyonki jab reporter ne kaha kale log maar dalenge
Salman khan : soch pradaan karne ki jo hamari zimmedari hain wo hum jaroor nibhate hain
Salman khan : yeh ek rehasmayi rachna hain , jise pana ya dharna chahne ki bimari ho wo sab paa leta
hain par jo dharna nahi rakhta wo maar gira dete hain kyonki jivan wohi vyateet kar sakta
Salman khan : hazaar kavitaye likhi ja chuki par kisi ko bhi yaad nahi aata, hazaro pustake likhi gayi hain
par koi use yaad nahi kar sakta , isliye bhagwan ke darshan koi nahi kar sakta kyonki
bhagwan kisi ek mein virajmaan nahi rehte , aneko astitva mein wo apne ko
bhagwaan ki puja bhi kar di jati thi ,aajkal log apne ko bhagwan mante hain , isliye
bhagwan kum dikhayi dete hain aur kabhi kabar insaan bhagwan ke samaan hone ki
Salman khan : bhagwaan ek rachna hain jo insaan mante hain ki wo hain aur jo nahi mante unki bali
chadate hain, moorkh log bhagwan ko nahi mante paruntu jo moorkh nahi hain , unhe
yeh avashya gyat rehta hain aur rehna chahiye ki dharna kisi ki bhi nahi badalni \
chahiye aur use badava dekar apni dharna badalne ki koshish karni chahiye
Dharna agar kisi ki bhi badli jaye to wo kum ayu mein honi chahiye kyonki log apna astitva
agar dharna ki wajah se gum ho gaye to samaj mein rehna aur tik pana asambhav ho jata
hain, isliye dharna ko badalne ki cheshta sirf murkh hi kar sakta hain aur koi nahi
Salman khan : wo logo ki dharna par nirbhar karta hain ki kya mane aur kya nahi
Salman khan : log vigyaan ko bahut mante hain aur uspe utternta pane ki koshish mein lage rehtehain to
humne manushya ke dimag par khoj ki to pata chala ki vigyaan rog mitane ki duvidha ke
bandhan se mukt hone wale sare saadhan par kabu hone ki cheshta main apne ko doosre
se adhik balshali aur nek purush manne ki cheshta karta hain aur jo asambhav ko sambhav
mein badal deta hain use puraskar milta hain aur shabhashi logo ke dwara jo use umr
Salman khan : haa munivar , brahmaji ki yaad aa rahi hain ,jaa kar vahi vishraam kar leta hun
Arshad warsi : ati utam , narayan narayan , main chalu
Scene 2
Salman khan : ek ghatna mujhko sata rahi hain , aapse mashuvarah lena tha brahmaji
Salman khan : log bharat desh ke ache hain, par jab vilayat jate hain to bigad jate hain, aajkal sab pidit
hain ek bimari jo roz unko satati hain , wo hain aids , wo bhi vilayat videshi ki den hain ,
usse kaise bache yeh sawal lekar aapke paas aya hun, madad chahiye
Amir khan : vilayati mahilaye sahi poshak bhi nahi pehente ,nanga naach unki zindagi puri badal dala,
waha par na jana hi behtar hain, humare hindu sanskar vilayat jane ki anumati isliye nahi di
jati aur aaj bhi nahi di jati kyonki maas pechi khane wale ka dimag santulan theek nahi hota
aur isi soch ki wajah se aids unki zivan ka ek hissa hain jo we asani se jhelte hain , hum nahi
Amir khan : haan , par duvidha yeh hain ki desh mil jul ke to rehte hain , par vaar peeche se karte hain
pustako dwara aur ek doosre ko nigal jate hain , bhara bhula bolkar , kabhi kabar political
killings
Amir khan : ham likhte samay anuman laga sake ki videshi ki sach much ki sochi samjhi chaal hain ki hum
apni sanskruti bhul jaye taki ham aam aadmi ki tarah soch sake bina dharm ke marg par soch
na ho kar
Salman khan : dharm ke marg par chalna kyon rokna chaha videshi logo ne
Amir khan : dharm ke marg par chalna mushkil ka kaam hain videshi logo ke liye kyonki soch bilkul badal
jati hain , dharm ke marg par chalne wala kuch bhi khaa nahi sakta , kuch bhi pehan sahi
sakta , hosh aur awaz par niyantran karna padta hain , aur aajkal bataya ja raha hain , ki agar
hum nahi kar sakte to doosro ko anumati bhi nahi di jani chahiye
Amir khan : humne anuman lagaya hain , ki videshi apne bujurg ko door bhej dete hain isliye unke
vyavhaar hamari sanskruti se vibhin mani jaati hain , isliye porn shabd ka ucharan karke
waha par kaam kiya jata hain , mrityu shanka bajti rehti hain waha par par yeh aam baat
Amir khan : one nation one religion , aur badiya akarshan wale pustak mehal dikha do to badal jate hain
humare bache , bhookh mitana ho to vilayat jao , paisa agar dekhna hain to vilayat jao , care
off vilayat
Salman khan : hum kaise maan le , humari sanskruti mein bhojnalay saaf safayi ka dhyaan rakhkar aur
shakhahari bhojan pradan ki jati hain jo sab bhojnalay se aajkal behtareen mani ja chuki
hain
Amir khan : humari ladkiya nangi ghoomti nahi hain , par ladke aajkal nanga pasand karte hain , isliye
sadiyon pehle agar tumne vaad vivad ki hoti to hum bhojnalay par jaroor baat karte , aajkal
vilayat ki bhasha aisi ki sex is bhojnalay, ladki dekhi, bula rahi hain to sex ho jati hain
Salman khan : humare heroes ranveer aur ranbir virgin hain hi nahi
Amir khan : bache isliye bure hote ja rahe hain , kyonki parvarish unke maa baap theek se de nahi pa
rahe aur sab ranveer aur ranbir ko dekhkar seekhte chale ja rahe hain
Salman khan : paisa kitna kaam ki cheez hain , aids se bachne ke liye
Amir khan : phir main bolta hun, sun , bache aajkal google search karke story line wale pradesh mein ja
kar story ki tarah sunte hain, ki main apni biwi saath mein laya hoon par abhi tak sex se
ghabrati hain , aap kuch mashuvarah de to main apni biwi ke saath so sakoo khushi se
Ghabrati huyi biwi puchti hain ki main sex abhi nahi karna chahti to phauran se paisa
dekar kala purush sex karne ko lalchata hain aur paisa dekhte hi , mard ki aakhe khushi ki
seema paar kar deta hain , aur usi samay apni biwi ko phusla kar sex karke paisa aith leta
Hain Kala purush internet mein ghoshna karke paisa kamane ki tarkeeb doond leta hain
Salman khan : baap re paisa ulta kaam sex ko badawa dena hain , na ki chutkarna hai
Amir khan : sahi , agli baar kuch seeck internet se har roj aur apni family ko bacha galat rasto se
Salman khan : mere bache to bemisal , roj hindutva ki paribhasha se avgat , insaan ghabra jate hain ,
Salman khan : nahi , achi siksha aur achi vichaar dhaar aur mata pita aur bujurg ke ird gird ghoomne ka
fayda
Salman khan : jab waqt jyada milta hain to burayi waqt kata deti hain , agar waqt mein thoda bahut logo
ko istemal kare to waqt apne aap gujar jaati hain aur burayi ki soch se door khisak jaane ki
shamta rakhti hain , waqt jyaada hone ke karan burayi aane ka dar hain , jab waqt achayi
mein gujari to dar lagta hi nahi kyonki pata kaise chalegi ki bure log hain is duniya mein
Amri khan : ah maja aa gaya , agar insaan apni waqt kuch ache karm kare to burayi jaisi aids se bach
sakte hain
Salman khan : media ka kya astitva hain is aids ko nikal bahar phek dene ke liye samaaj se bahar
Amir khan : lekhak likhte to hain par jyaada nahi, burayi ki jitna likhe , burayi apni ban jati hain isliye
aids ka dayatva samajh ke vibhin sansthano ko di jaye to aids se bachne ka sadhan mil sakta
hain , sansthayen aids ko badava dene wale ke prateet kary le sake to hindutva bach sakti
hain
Salman khan : kya dand hona chahiye agar aids ki bimari ho aur pata chala ki sex karne par huyi hain
Amir khan : kaam karne par experience certificate nahi milegi desh mein , vilayat ja kar kaam karne ko
keh dena chahiye sansthano dware agar hum yeh sandesh pahucha sake to aids ka rog kam
Amir khan : tridevo mein ja kar vishnu ke bhi darshan kar dijiye , dil ko tasali ho jayegi
Scene 3
Akshay kumar : bholenath aapka hamari kaksha mein , sab khairya to hai , aap to apna nivasthan kabhi
Salman khan : brahmaji ke updesh sunkar aapka bhi charcha main shamil hona hamari sankat mitane pe
kuch uddesh mil sakta hain , yehi sochkar , ham aapke nivasthan par padhare hain
Akshay kumar : kuch khaan paan
Salman khan : behad khush , aapne un jeevo ka swaad karvaya hain jo budhimaan nahi hain aur jo
bhojnalay hame priya hain wah shakahari hain , uchit jo dikhte nirjiv hain par hamari
buddhi ko tej karane mein sashast hain aur vikasit karte hain
Akshay kumar : uchit buddhi ka vikasit hona manav jati ka kalyan hain aur hum sab unhi praniyon ke
Akshay kumar : haan , shaadi ki to saath mein khaan paan ki bhi jimmedari di jati hain taki unki mano
vansha kayam hokar unka dimag ka santulan banaye rehne ke liye bhojan ka swaad
Salman khan : aurto ka dimag santulan , parivar ke liye ati utam , bhojanalay mein unka magn rehna unki
nishta ka prateek hain aur unki tanaav bhi mit jani chahiye agar ve parivar ka bhala karne
Salman khan : bimariyon se mukt bhoo mata kaise rahe , iske vishay mein aapse baat karni thi
Akshay kumar : kamane ki shaukeen agar parivar rakhta hain to aaj ki suvidha bhoo mata ke liye vardaan
hain , yeh sab bimariyon ki jad paisa hain , aur jiske paas jyaada paisa wah ucch
Akshay kumar : manav jati bilkul bewkoof banti ja rahi hain , khaan paan ke bina aadmi jinda hi nahi reh
sakta aur uske upar paisa dalne ke badle , vigyaan ke abhushan pehnne ki koshish mein
bimar banta ja raha hain, aur vigyaan ka paisa wo lakho mein khareed raha hain
Salman khan : to paisa bhookh pehle mitane ke liye aur ucch star ki khareeddari se manushya is duvidha
Akshay kumar : base food ya aadhaar khana jisse bhojan mein milavat kar sake wo khana aur uko usi
samay pachane ki shamta aur banana usi samay aur purn bhi usi samay karna jivan ko
Akshay kumar : khaan paan agar acha rahe aur jivan ki rehan sehan mein parivartan yani ek din se jyada
kaam kar dena , choti choti cheezo mein bhadak jana , yeh sab rog aane ke lakshan hain ,
paisa kamana to chahiye par uska nirman uchh star ke khaan paan se jude to aids jaisi rog
aa hi nahi sakti , mrutyu of aids pehle adhyay mein hi samapt ki ja sakti hain
Scene 4
Anil kapoor : shiva , aap hi ka naamkaran ho raha hain, hanuman ke dwara, kaise aana hua
Salman khan : hum khane ko doshi nahi mante , balki banane wale ko doshi mante hain
Anil kapoor : sahi vichar dhara rakhte hain hum , vishnu ki tarah nahi
Salman khan : wo to apni apni vichar dhara hoti hain , mein behas ke maodasha mein nahin hoon
Anil kapoor : beshak , behas hamne bhi chod diya hain , mamla doordasha ho jati hain aur phir vad
Salman khan : jyada bolna sehat ke liye hanikarak , kam bolne wale ke dushman bhi kam hi hote hain
Anil kapoor : hamari umr bhi vikasit hone ke liye nahi thi, bhai ghat rahi hain umr , usko kum kaise karoo
ghatti urm ko sochne par vichar kar raha tha ki aap farmaye
Salman khan : madhur vani , ache vichar aur sehan karne ki shamta agar ho to doosro ki umr se jyada
Anil kapoor : madhur vani, sunne ko to ati utam , par karna bahut mushkil ka kaam hain
Salman khan : bilkul nahi, madhur vani pane ke liye bas aapko doosro ki bhasha mein baat karna padega
Salman khan : jo wo pasand karte hain baat ko aage badate hain , usi uddesh ko badotari karke vivaad
Anil kapoor : doosre agar chonch mare to kaise bach sakte hain
Salman khan : bhavnavo ka aadar karke , unko apne ghar bulana chahiye aur unke ghar kabhi nahi jana
chahiye , agar aisa kar sake to chonch tabhi lagegi jab we aapke ghar aayenge
Anil kapor : agar roz ana jana raha to
Salman khan : ghar tabhi aana jab mein chahoonga, nahi to chaukhat se hi chale jana hoga keh kar chale
ayiye
Anil kapoor : logo ki dhaara badal chuki , purane zamane mein khoobsurati andruni mani jati thi , par
aajkal sab makeup laga dalte hain , aur sundarta ka akarshan face cream na ho to badsurat
dikhte hain chahe mard rahe ya aurat , garmi bardash hi nahi hoti , air conditioner jo
purane zamane main pankhe se chalti thi aajkal air cooler se chalti hain
Anil kapoor : jyada se jyada falo ki dukan sajao to jaroor garmi se chutkara mil sakta hain
Anil kapoor : haan, paisa sehat ke liye fal hi ache hain, na ki air conditioner
Salman khan : aajkal aids ka rog pur jahan ko tehas nehas kar raha hain , isme falo ki kya bhoomika hain
Anil kapoor : kuch bhi jyada karne se laabh nahi hota chahe wo rogi ho ya insaan , fal bhi kam khaye ,
jitna ho sake , jyaada sehat ke liye hanikarak hota hain , ho sakta hain ki glucose ki matra se
aadmi diabetic bhi ho sakta hain , isliye meri manne se dietician se mashurah karne se
Salman khan : lagta hain hanuman a gaya , vayu ki tez ki raftar hain , sheeghr aya main milne chalu
Scene 5
Salman khan : aap bhoomi mata ko chodkar is suryalok mein aagman , kaise
Sanjay dutt : bhoomi mata kaliyug mein aapne hum par choda tha , parantu kailiyug sansar ki rachnam
mein parivar se chalta hain , aur mein akela bina parivar vala bhoomi pe akela reh na saka
Sanjay dutt : bina tridevo ke bhoomi mata pe ashanti hain bholenath , hum akele padna nahi chahte,
hume abhas hain ki aap ant tak tike rahenge , to chale aye suryalok ke darshan karne
Salman khan : bhoomi mata par vipda hain aur aap suryalok mein nivas
Sanjay dutt : such boliye , logo ko gyat apne aap kaise hua ki logo ko ek doosre ko nasht karna , logo ka
nivasthan bhoomi nahi , sampurna jagat shunya mein leen hona hain , yeh abhas kaise
dilaya tridevo ne
Salman khan : sampoorna ashanti logo ko marg darshan deti hain kuch karne ke liye , yehi ashanti
vardaan ke roop mein yeh abhas dilane mein upyogi hain ki bhoomi kuch samay ke liye
nivasthan hain aur jitni der tik sake ashanti shanti ko bhang kar deti hain
Sanjay dutt : atah bhoomi mata ki rachna samast shunya ke liye nimikt matr hain ashanti ko barkarar
Salman khan : atah aap nivasthan doosre loko mein karenge jaha par manushya pujte hain
Salman khan : yeh janne ke liye ki shoonya akela nivas nahi kar sakta bina sawal jawab kiye
vitark karne ki koshish ki.,parantu us tark vitark mein shunya ki khoj to huyi par akele tik
na saka to uke astitva ko barkarar rakhne ke liye manushyo ne apni taraf se aagman
bheja
ki shunya ko akele na chodkar uske saath vibhin ang ke rehasmayi khoj pradan karne ke
liye avishkar aur jagrukta lane ke liye hatyar banaye jaye , isi ko kehte hain nivritti aur
pravritti ka nirman
Salman khan : is nivritti aur pravritti ko barkarar rakhne ke liye punar uddhar
SCENE 6
Vidya balan : kuch puch rahe the thodi bahut baatcheet suni thi maine , kya ho raha bhoomandal mein
Salman khan : rogo ka aagman hone wala hain bhoo mandal mein , aids
Salman khan : par vyapit hone wali hain , insano ke bhesh mein
Vidya balan : wo to saraswathi ka aagman lene se baat banegi , main kuch nahi kar sakti
Salman khan : par aap to paiso ki varsha karti hain , is baar kya hua
Vidya balan : saraswathi ke bina mein adhuri hun kailashnath , unke agman se dimag chalta hain , aur
mein varsha unhi par kar sakti hun jo apna santulan na kho kar , doosro ka udhar karne ki
cheshta rakhte hain mein unhi par karuna ka sagar chodti hun
Vidya balan : wo to saraswathi ki krupa se hoti hain , mein to doosri pehlu hun , who pehli pehlu
Salman khan : oh !!!! Or agar mein kahoon ki saraswathi ko lalchane ke liye paiso ka aagman pehle kiya
Vidya balan : vishwa santulan kho jane ka dar hain , kyonki paiso ki ginti karne wala agar saraswathi ki
puja na kare to stangrah karna mushkil ka kaam hain , kyonki log ab bhi saraswathi hi
Vidya balan : bina nok jhoki shabdkosh mein anuman lagana ki paisa ka mol kitna hona chahiye , yeh
duniya ke liye ghatak siddh ho sakta hain , isliye aap isme dakhal hi na de to shubharambh
Vidya balan : srushti ka nirman karte hi , hume pata tha ki kuch cheeze santulan kar sakte hain , par
Jyada se jyada santulan apne aap badlav kar swatantr banne ki koshish karte hain , isliye
kuch sadiyon baad jo hum chahte hain wo nahi ho pata , isliye nakaraat makta negativity
ko jyada der pakde nahi reh sakte wo swatantra banne ki koshish mein laga hota hain ,
isliye
santulan ko banaye rakhne ke liye humari taraf se pravesh karne ki unumati mili hain jo
Ham bharpoor faida karne ki koshish karte hain , is swatantra vatavaran ko kalushyat na
Salman khan : ati utam , hum khush huye , agar aap aye to saraswathi bhi paas hi mein hogi
Salman khan : beshak , jab aapne un par sara bhar chod diya hain , to jana humara uchit hi hona
chahiye
Vidya balan : beshak , namaste mein chalti hun , kuch pal rukugi , aap se milke beshak khushi huyi
Scene 7
Salman khan : saraswathi ka naam japte hi a pahunche aap , muh mein ghee shakkar
Juhi chawla : kuch chinta thi jo hal ho rahi hain , kya main puch sakti hun
Salman khan : manushyo ki nagri mein rogo ka sthan badte ja raha hain ,
Juhi chawla : uska gyat to hain , par mamla ulta abhi tak nahi pada
Juhi chawla : nahi , aisa maine nahi kahan , rog a to jata hain logo ke upar , par prayachit tabhi karte jab
Salman khan : aur yeh chicken guniya ka rehasya of usse bachne ka tareeka
Juhi chawla : wo tabhi pata chalegi jab maut ka saya sari srushti par chayega
Juhi chawla : pehle rog ka aagman, uske baad us par puch tash , aur phir paisa
Salman khan : paisa se yaad aya ki laxmi ne sara bhaar aap par dal diya ki aap ki anupastiti ke bina we
Juhi chawla : bhoomi pe rog aise hote hain , jinka hal paisa ho hi nahi sakta , kyonki bhoomi dushkarmo
ka nirman hain , aur jab paap badne lagta hain , to usko theek raste pe lane ke liye paiso ka
istemal kiya jata hain , par insaan yeh nahi jante ki dushkarmo ka nirmaan ko mitane ke
Liye saraswati ki puja kiye bina mrutyu par vijayi nahi ki ja sakti, pehle gyan ka vikas hona
chahiye , tabhi paisa ka mol pata chalta hain , paisa phir bhi kam hi hoti hain , kyonki us par
habi hone ke liye manushya aage ate hain , aur kucha chaba jate hain , paisa khatm , par
mrutyu shesh, ab kya kare, to laxmi ka tol matol karna shuru , isliye laxmi ke badle saraswati
Juhi chawla : laxmi bhoomi par halchal to machati hain , par asantusht ka karan ban chuki hain , log
aajkal doosro par nirbhar hon , tabhi bach sakte hain , ek doosre ke prati prem ho to
musibat mein kaam ki cheez hain , paisa aisi cheez hain , agar kam payi gayi , to log ek
doosre ko chod dete hain , kyonki parivar basne deta hi nahi paisa, aur bina parivar ke
Juhi chawla : meri puja karne se yeh hal unki samajh mein aya hain , ki unnati ki shikhar par agar
pahuchna hain , to ek doosre ki agar madad kare to kafi tak paisa bachaya ja sakta hain , aur
jo bhi paisa bacha wo budape mein istemal karo to jeevan aassan ban hi jati hain
Salman khan : to aap aaradhya devi banna chahti hain , sab mul jad ki ek rehasya , saraswati ki aradhna
Juhi chawla : apni apni soch hain , mardo mein to ganesh ki puja ki jaati hain
Salman khan : wo to sahi hain, ek prashn tha , is duniya mein gyan avashyak hain ya paisa
Juhi chawla : isliye ki gyan mahasagar hain , uspe gota khane ki naubat ayi to paisa mil hi nahi sakta ,
jitna paisa mila usse jyada paisa gavana padta hain , gyan ke mahasagar mein , jo chatur
Log hain wo yah bhaap kar parivar ki bhalayi dekhkar gujar jate hain , jo nalayak hain wo
har waqt doosro se anuman lagane ki koshish karte hain ki kya sahi aur kya galat , uske liye
Salman khan : shukriya , aap se milne ke baad mujhe apni parvathi ka sujhav sunne ko bechain ho chuka
Scene 8
Shiva tells everything to Parvathi what unfolded the moment he decided to talk to narad till his visit to
Sarasvati, Parvathi then unfolds
Madhuri dixit : to tum sochte ho ki agar saraswati ki kataksh mahima hua to log ka sudhar ho sakta hain
Aur jo rog unhe ulajhne mein lagi huyi hain wah samapt ho sakta hain
Madhuri dixit : aur aapne yeh anuman lagaya ki akhirkar paisa hona chahiye jisse ki rog samapt ho sake
Madhuri dixit : soch mein doosro ki soch bhi hoti hain , insaan akela nahi jeeta , akela insaan ek hi soch
lekar nahi jeeta, aneko logo ka aagman hota hain , aur doosro ke soch se vaad vivaad
Karke apni soch mein parivartan lane ki koshish bhi karta hain , soch jab badle uska
parinam wo akela nahi srushti mein usse jude sare prani bhi bhugatte hain , isliye aids
jaisi rog akele ki nahi rog hain , wo ird gird ke praniyon ke vyavhaar se hoti hain , isliye jab
ham samaj se milte hain to soch samajhkar vyavhar kare to durgati se bach sakte hain
kyonki kalyug ne apna pramaan patr de diya hain , aur log neech kaamo mein magn hain ,
ek hi jo kisi bhi insaan ko bachane mein samarth hain jo samaj se kam rishtedari rakhne
Aids akele ki rog nahi , doosro ke vyavhaar se utpan hone wali rog hain .
Salman khan : to log kaise vyvhaar karna chahiye ek doosre ke sath ki rog na aa sake
Madhuri dixit : chaubis ghante ek aadmi kaise apni haav bhaav rakhta hain , agar hum uspar aml kar
Sake to hume pata chalta hain ki un chaubis ghanto mein kaise logo ke vyavhaar se hum
apni jeevan vyateet karte hain usse pata chalti hain ki rog aya ya gaya
Rog apne se nahi aata , doosro ki soch se aata hain , isliye kaise log apne ird gird hone
chahiye usse apna soch pradan hota hain , jisse age chaubis ghante bitate hain
Ek chaubis ghante ka karya , age chalne wale chaubis ghante nirdharit karta hain , hum
sochte hain ki kuch baat karke chale jayenge , parantu yeh nahi jante ki jo vaad vivaad
hum prastuth karte hain wo aage chalkar apni disha batata hain isliye soch samajh ka
Baat karna aur soch vichaar kar dosti ka haath aur rishtedari kayam karna insanoo ka
prathm kartavya hain Agar yeh baat gaath bandh kar socha jaye to insaan kabhi rog ka
shikaar hota hi nahi balki khud rog se door bhaag jata hain , kyonki achayi rog ke badle