Vous êtes sur la page 1sur 25

12/1/2018 AQWAL-E-MASOOMEN (a.s) | FREE ISLAMIC STUFF | NOHAY: AQWAL MOLA Ali A.

NOHAY 2017-18 JANTARI AQWAL-POETRY MANQABAT 2017 SHIA FB COVERS BIO GRAPHIES NAHJUL BALAGHAH SITE MAP ZIYARAT

AQWAL MOLA Ali A.S MENUS

AQWAL MOLA Ali A.S


AQWAL E MOLA ALI AS
AQWAL MOLA HUSSAIN A.S

‫ﻓﻀﺎﺋﻞ _ﻋﻠﯽ ﻋﻠﯿہ اﻟﺴﻼم ﮐﺎ ﮐﻮﺋﯽ ﺣﺴﺎب ﻧﮩﯿﮟ‬ AQWAL BIBI FATIMA S.A

‫ﮐﺘﺎب ﻣﻨﺎﻗﺐ ﺧﻮارزﻣﯽ ﻣﯿﮟ ﻧﻘﻞ ﮨﻮا ﮨﮯ ﮐہ اﺑﻦ _ﻋﺒﺎس ﮐﮩﺘﮯ ﮨﯿﮟ ﮐہ‬ poetry on MOLA ABBAS
ALAMDAR A.S
‫ رﺳﻮل ﷲ )ص( ﻧﮯ ﻓﺮﻣﺎﯾﺎ‬: shahadat MOLA ALI A.S
" ‫ ﺳﻤﻨﺪر ﮐﮯ ﺗﻤﺎم ﭘﺎﻧﯽ روﺷﻨﺎﺋﯽ اور ﺗﻤﺎم ﻓﺮﺷﺘﮯ ﻟﮑﮫﻨﮯ واﻟﮯ ﮨﻮ ﺟﺎﺋﯿﮟ ﺗﻮ ﭘﮫﺮ ﺑﮫﯽ ﮨﺮﮔﺰ‬،‫اﮔﺮ ﺟﻨﮕﻠﻮں ﮐﮯ ﺗﻤﺎم درﺧﺖ ﻗﻠﻤﯿﮟ‬ MSGS
‫" ﻋﻠﯽ اﺑﻦ _اﺑﯽ طﺎﻟﺐ ﻋﻠﯿہ اﻟﺴﻼم ﮐﮯ ﻓﻀﺎﺋﻞ ﺷﻤﺎر ﻧﮩﯿﮟ ﮨﻮ ﺳﮑﺘﮯ‬
AQWAL OF IMAM JAFFER
‫ اﺳﯽ ﮐﺘﺎب ﻣﯿﮟ اﯾﮏ اور ﺣﺪﯾﺚ ﻣﺬﮐﻮر ﮨﮯ ﮐہ‬:
SADIQ A.S
‫ اﯾﮏ ﺷﺧص ﻧﮯ اﺑن _ﻋﺑﺎس ﺳﮯ ﮐﮩﺎ‬:
‫ ﻣﯾرے ﺧﯾﺎل ﻣﯾں ﺗﯾن ﮨزار ﻣﻧﺎﻗب ﮨوں ﮔﮯ ؟؟‬-‫ﺳﺑﺣﺎن ﷲ ! ﻋﻠﯽ اﺑن _اﺑﯽ طﺎﻟب ﻋﻠﯾہ اﻟﺳﻼم ﮐﮯ ﻓﺿﺎﺋل ﮐس ﻗدر زﯾﺎده ﮨﯾں‬ Nahjul Balagha "Quotes" of
‫ اﺑن _ﻋﺑﺎس ﻧﮯ ﮐﮩﺎ‬: Imam Ali (as)
‫ اﮔر ﺗﯾس ﮨزار ﮐﮩﺗﮯ ﺗو ﺷﺎﯾد واﻗﻊ ﮐﮯ ﻧزدﯾﮏ ﮨوﺗﺎ‬-
aqwal e masoomeen pictures
{ ٣٣_‫ ﺻﻔﺣہ‬، ‫} ﻣﻧﺎﻗب ﺧوارزﻣﯽ‬
NOHAY COLLECTION

{ ٤٩_‫ ﺻﻔﺣہ‬،٤٠_‫ ﺟﻠد‬،‫} ﺑﺣﺎر اﻻﻧوار‬ DOWNLOAD FREE


REGISTERD SOFTWARES
Insan ka apne Dushman s inteqam ka sb sy acha tariqa ye he k wo apni khubiyon me izafa kre
SHIA WALLPAPERS

VIDEO NOHAY 2013-2014


1-Wo gunah jis ka tumhein ranj ho,
AQWAL E MASOOMEEN A.S
Allah k nazdeeq us nayki se behtar hai
jis se tum main ghuroor paida ho jaye". imamia jantri 2014 free
( Hazrat ALI a.s ) download
-----------
sayings of IMAM KHUMAINI

ISLAMIC BOOKS
2-Kisi ne Hazrat ALI a.s se poocha:
"Dost aur bhai main kya farq hai?" Shia islamic Documentary
Aap ne farmaya:
"Bhai sona hai aur dost heera hai." NOHAY 2014-2015
Us aadmi ne kaha:
site map
"Aap ne bhai ko kam qeemat aur dost ko qeemti cheez se kyun tashbeeh di?"
To aap ne farmaya:
"Sone main agar darar aa jaye to us ko pighla kar bilkul pehlay jaisa banaya ja sakta hai. Jab ke heeray main How Will You Rate this Blog
aik darar aa jai to wo kabhi bhi pehlay jaisa nahi ban sakta.' out of 5?
-----------

3-Ager kisi ka zaraf azmana ho to usko ziada izat do


Wo ala zaraf hoa to ap ko or izat day ga
or kam zaraf hoa to khud ko AALA ZARAF sumjhey ga
( Hazrat ALI a.s )
-----------

http://aqwal-e-masoomen.blogspot.com/p/aqwal-mola-as-as.html 1/25
12/1/2018 AQWAL-E-MASOOMEN (a.s) | FREE ISLAMIC STUFF | NOHAY: AQWAL MOLA Ali A.S
4-Hazrat ALI a.s Ka Frman Hy:-
Total Pageviews
"Bura Dost Aag Ki Manind Hy"
"Agr Jalta Hoga To Apko Jala Dega"
"Or Agr Bujha Hoga To Ap K Hath Kale Kr Dega"
NOHAY 2017-201
-----------

5-Aazmaye Hue Ko Azmana Popular Posts


Bewakufi He.
( Hazrat ALI a.s ) IMAMIA JANTARI 2015
FREE DOWNLOAD
I MAMIA
Logon Ki
JANTARI 2015 Click here to
Zaroraton Ka download
Tum Se Wabasta
Hona Tum Per NOHAY 2016-2017
ALLAH Ki CLICK HERE TO
Enyat Hai. DOWNLOAD NOHAY 2018
(Imam Hussain a.s)
NEW NOHAY 2016-2017
DOWNLOAD NOHAY 2016-
---------------------- 2017 AUDIO AND VIDEO BY
...

IMAMIA JANTRI 2013 FREE


8-Hazrat ALI a.s ne eid k din ro ro k bura haal kar liya.Naye kapre na pehne aur sookhi DOWNLOAD
roti khane lagey. Kisi ne poocha k aaj to EID hai aap ne koi tayyari nahi ki. Aap ne farmaya k
click here to download jantri
eid to unki hai jinko ALLAH SUBHAN-A-HU-WA TAALA ne muaf kar dia
2013
-----------
Nohay 2015-2016 Audio
click here to download nohay
2017 click here to download
9-Hazrat ALI a.s Says NOHAY 2016-2017 NEW NEW
NOHAY 2015-2016 FREE
Apne Dushman Ko 1000 Dafa Moqa Do K Wo Tumhara Dost Ban Jaaye
DOWNLOAD ...
Per Apne Dost Ko 1 Bhi Moqa Na Do K Wo Tumhara Dushman Banay
----------- NADEEM SARWAR NOHAY
2014-2015
NO. NOHA
10-Jub meri DUA kabol ho tu mein khush hota houn / KALAM / NAME DIRECT
LINKS BELOW 1 Zindabad Ya
k is main meri marzi hai aur
Hussain(a.s) CLICK HERE
Jub kabol na ho tu mein aur khus hota houn TO DOWN...
k ye ALLAh ki marzi hai
( Hazrat ALI a.s ) IMAMIA JANTARI 2016
----------- FREE DOWNLOAD
click here to download nohay
2016-2017 free online
DOWNLOAD FREE IMAMIA
JANTARI 2016 PDF click here
11-IKHTIYAR, TAAQAT aur DOULAT to downoad imamia jantari...
aisi cheezain hain jin k milnay say log
badaltay nahin BAYNAQAB hotay hain( Hazrat ALI a.s ) Namaz e maghfirat for
----------- walidain
PRAYER FOR
ONE'S PARENTS Imam Jaffer
Sadiq (as) said: "The dead
ones are pleased and
12-Agar tum kisi ko chota dekh rahe ho, displeased the same was a...
to tum use door se dekh rahe ho,
Ya phir gharoor se dekh rahe ho Imamia Jantari 2017 Free
Download
( Hazrat ALI a.s )
Imamia Jantari 2017 Free
-----------
Download Imamia Jantari 2017
Ghareeb wo hai jis ka koi dost na ho. whatsapp number
[HAZRAT ALI (a.s) +923228657639 ...
-----------
sab se bara gunah wo he jo karne walay ki nazar me chota ho Hassan Sadiq Raza Hassan
( Hazrat ALI a.s )
Nohay 2016
CLICK HERE FOR HASSAN
-----------
SADIQ NOHAY 2018 HASSAN
SADIQ NOHAY 2016 2017
HASSAN SADIQ NOHAY 2016
15-Mujhe Jannat se ziada 2017 WWW.NOHAY2017.T...
Masjid mein bethna Acha Lagta hai
Rahat fateh ali khan new
kyunke
qasiday 2015-2016 audio
Jannat mein mera NAFS khush ho ga
RAHAT FATEH ALI KHAN
jab ke Masjid mein mera RAB khush ho ga. QASIDAY YEAR OF RELEASE
Fermaan Hazrat ALI a.s 2015-2016 EFFORT BY BILAL
----------- HASSAN KHARAL
MOHTAAJ E DU...

16-Main Jannat K Shouq Main ebadat Nahe Kerta,


Google+ Followers
K Ye Ebadat Nahe Tijarat Hay
Main Dozakh K Khoof Say Ebadat Nahe Kerta,

http://aqwal-e-masoomen.blogspot.com/p/aqwal-mola-as-as.html 2/25
12/1/2018 AQWAL-E-MASOOMEN (a.s) | FREE ISLAMIC STUFF | NOHAY: AQWAL MOLA Ali A.S
K ye Ebadat Nahe.Ghulami Hai..
Main Ebadat Sirf Is Liye Kerta hon... VISITORS FLAGS
K Mera RuB ebadat K LayeQ Hai...... ( Hazrat ALI a.s )
-----------

17- Aik Shakhs Ne Hazrat ALI a.s Sey Poocha, Featured post
Q: Qarib Kya Hai?
A: Qyamat Imamia Jantari 2017
Q: Or Qareeb Ter? Free Download
A: Maut
Imamia Jantari 2017
Q: Ajeeb Kya HAi?
Free Download Imamia
A: Duniya Jantari 2017 whatsapp
Q: Aur Ajeeb Tar? number +923228657639
A: Talib-e-Duniya ...
Q: Wajib Kya Hai?
A; Toba
Q: Or Wajib Tar?
A: Gunah K Forun Bad Toba
Q: Mushkil Kya Hai?
A: Qaber Mein Utrna
Q: Or Mushkil Tar?
A: Amal K Bagair Utrna
-----------

18-Apni zuban ki tezi us per mat azmao jis ne tumhen bolna sekhaya ( Hazrat ALI a.s )
-----------

19-"Sub se Ziyada Kamzor AADMI wo he Jo DOST ko HAASIL karne me Naakaam ho,Aur us se bhi
Ziyada Kamzor Wo he Jo Haath aai howe DOST ko ganwa de"( Hazrat ALI a.s )
-----------

20- "2 cheezein saari zindagi kaam ayengi,


1 = Ghussay ki halat mein koi faisla mat karo!
2 = Khushi ki haalat mein koi wada mat kro!
( Hazrat ALI a.s )
-----------

21-Insaan Bhi kitna Ajeeb Hy,


Jab kisi Cheez se Darta Hy to Us se Dour Bhagta Hy.
Jab ALLAH Sy Darta Hy to Us k Or Qreeb Ho Jata Hy.
( Hazrat ALI a.s )
-----------

22-Dunya Daron ki Sohbat ikhtyar Na karo Q K Agar tu Tang-dast huwa to ye tujhe Chorh Denge Or agar to
Dolat-mand huwa to Tujh se Hasad karen gay.( Hazrat ALI a.s )
-----------

23- Acha Dost Kitni Dafa Hi Kiyon Na Ruth Jaye Usay Mana Lena Chahiye!
Kiyon K Tasbi K Daney Kitni Dafa Hi Kiyon Na Bikhrein Chun Liye Jate Hain!( Hazrat ALI a.s )
-----------

24- "Yeh na socho k ALLAH dua foran qabool kyun nahi karta,
yeh shukar karo k ALLAH hamaray gunaahon ki saza foran nahi deta.."
( Hazrat ALI a.s )
-----------

25-4 Batain Elim Ka NIchour Hain,


1.) ALlah Ki Itni Ebadat Karo Jitni Tumhain ALLAH Ki Zaroret Hay.
2.) ALlah Ki Nafermani Itni Karo Jitna Allah K Azaab Per Saber Ker Saktey Ho..
3.) Dunya K Liye Itna Amal KAro Jitna K Tumhain Dunya Mian Rehna Hai,,
4.) Aakhrat K Liye Itna AMal Karo Jitna K Tmhain Wahan Rehna Hain....!!!
( Hazrat ALI a.s )

26-Buaree main kisi ka sath dena Ghatiyapan aur khuda ky sath badiyanti hay.( Hazrat ALI a.s )
------------

http://aqwal-e-masoomen.blogspot.com/p/aqwal-mola-as-as.html 3/25
12/1/2018 AQWAL-E-MASOOMEN (a.s) | FREE ISLAMIC STUFF | NOHAY: AQWAL MOLA Ali A.S

27-kisi ki madad kartay waqt us k chehray ki janib mat daikho, ho sakta hay us ki sharminda ankhain
tumharay dil main gharur ka beej bo dain.( Hazrat ALI a.s )
------------

28-"Golden Words"
"Her INSAN ki izat aur uss sy mohabat kro,Kion k her INSAN k ander KHUDA ki koi na koi sift zror mojood hoti
hai"
( Hazrat ALI a.s )
------------

29-"Ebadat esi kro jis se tumhari ROH ko maza aey Q k jo Ebadat dunya mai maza na de wo Akhrat mai kia
jAZAH degi"... .( Hazrat ALI a.s )
------------

30-Barish ka Qtra Seep or Saanp 2non k Munh mein Girta hai


Lekin SEEP usay MOTI Aur Saanp usay Zehr bna deta hai
jis ka jesa Zarf wesi uski Takhliq
( Hazrat ALI a.s )
------------

31-Tum acha karo aur zamzna tum ko bura samjhe


ye tumaray haq main behtar he
Bajaye es k tum bura karo aur
zamana tum ko acha samjhe
( Hazrat ALI a.s )
------------

32-Jahan Sadaaqat Or Khuloos Nazar Aaye Wahaan Dosti Ka Hath Barhao Warna Tumhari TANHAEE Tumhari
Behtreen Saathi Hai.
( Hazrat ALI a.s )
------------

33-Bay shak dunya or akhrat ki misal


asay ha jasay 1 shaks ki 2 b v ian
hon 1 ko razi karta ha to dosri roth
jati ha
HAZRAT ALI(a.s)
------------------------

36-naikon ki suhbat ikhtiar karo nek ban jao gai, buron ki suhbat se parhaiz karo badi se dor ho jao gai.
(Hazrat Ali a.s)
------------

39-"3 kaam kisi k dil main ap ki izat barhatay hain:


1- Salam karna.
2- Kisi ko jagah dena.
3- ASAL NAM SE PUKARNA."
(HAZRAT ALI a.s)
------------

41-Achi zindagi guzar ny k 2 tareeky hain.


¤ Jo pasand hain usay hasil kr lo
ya Phr
¤ Jo hasil hain usay pasand kr lo.
(HAZRAT ALI a.s)
------------

42-3 Insan 3 chezon se mehroom rahenge


1.Ghusay wala Durust faisly se
2.Jhoota Izzat se

http://aqwal-e-masoomen.blogspot.com/p/aqwal-mola-as-as.html 4/25
12/1/2018 AQWAL-E-MASOOMEN (a.s) | FREE ISLAMIC STUFF | NOHAY: AQWAL MOLA Ali A.S
3.Jald baaz Kamyabi se.
(Hazrat Ali a.s)
------------

45-Allah k nazdek sab say ziada gunah gar chez jhoot bolnay wali zuban he.
(Hazrat Ali a.s)
------------

46-GHULAB KA PHOL BNO!KYUNK YEH PHOL US K HATH ME BHI KHUSHBO CHOR DAITA HAI JO ISEY MASAL
KAR PHAINK DAITA HAI."HAZRAT ALI A.S"
------------------------

49-Agr Tm Usy Na Pa Sako Jise Tm Chahte Ho,Tu Usy Zror Pa Lena Jo Tmhe Chahta Hy
QK Chahne Se, Chahe Jane Ka Ehsas Ziada Khubsurat Hota Hy.
HAZRAT ALI (a.s)
------------

"Apni Sochon Ko Pani K Qatron Se Ziyada Shafaf Rakho


Qiyon K
jis Tarha Qatron Se Darya Banta Hay,Ussi Tarha Sochon Se "EEMAAN" Banta Hay."
hazrat ali a.s
AQWAL-E-MOLA ALI (A.S)

Hazrat Ali ( Karam Ullah Waj Ho ) K Aqwal

§ “Apni zuban ko naram guftugoo aur Salam ka Aadi


banao, kay is say tumhare Dost Ziyada hon gay aur
Dushman kam hon gay”. Imam ALI a.s

§ “Insan ka Nuksan Maal Aur Jaan ka chala jana


nahi, Insan ka sab se baar Nuksan kisi ki Nazar se
Girr jana hai”. Imam ALI a.s

§ “IKHTIAR” Taqat aur Dolat milnay per Log


badaltay nhi balkay BENAQAB hotay hain”.
Imam ALI a.s

§ Ameer UL Momineen Hazrat ALI a.s Says: Injeel


me mera naam AYELIA, Taurayt me BARI, Zaboor
me ARI, Hindustanio me KABKAR, Romio me
BATRISA, Farsio me JABTAR, Turkion me
SHABEER, Zangio me HAYSAR, Kahino me LOYI,
Habshio me SHABREEK, Armenio me FAREEQ,
Mary walid k nzdeek ZAHEER, Maan k nzdeek
HAYDER, Aur Arab k nzdeek ALI hy, Quran me mary
bohat sy naam hain, tum un naamo ko ehmiat nhi
dety.. Lihaza daro aur khabrdar raho… Ref: Bahaar
UL Anwaar, vol. 33

§ “Zarurat k liye ALLAH ko Pukarne wala dono


Halton me ALLAH ko chor deta hai, Zarurat Puri ho
jaye tab bhi Aur Zarurat puri na ho tab bhi”. Imam
ALI a.s

§ “Logon k khof me aa kar HAQ goi se na rukna, Yad


Rakho,,!! Na to koi Maut ko Qareeb kar sakta hai,
Aur na Rizq ko Door kar sakta hai”. Imam ALI a.s

http://aqwal-e-masoomen.blogspot.com/p/aqwal-mola-as-as.html 5/25
12/1/2018 AQWAL-E-MASOOMEN (a.s) | FREE ISLAMIC STUFF | NOHAY: AQWAL MOLA Ali A.S
§ “Dunia aur Akhrat Mashrik O Maghrib ki Man’nad
hain, Aur Chalnay Wala Shakhs jitna aik se Qareeb
hoga, Itna hi Dusre se Door hoga”. Imam Ali a.s

§ “Agar Insan ko TAKABUR k bary me ALLAH ki


Narazgi Or Saza ka ILM ho jaye to Khouf e Khuda Sy
sirf Fakeero, Ghareebo sy Mily Or Mati py Betha
kary”. Imam Ali a.s

§ “Kameena Admi kam tar Martaba pa kar bhi Itrane


Lagta hai Jesa k Ghaas Hawa k halky se Jhonky sy
bhi Hilne lagty hain”. Imam Ali a.s

FARMAN HAZRAT ALI A.S


Tm jo aik Gaali detay ho,,
Oss say tumharii Qabr main aik Bichoo banta hai..,

Specially dedicated to our young generation...

*************************************************

§ “Jab tum kisi Mazloom ko dekho to Zalim k Khilaf


uski madad karo”.
Mola Ali a.s
********************************
§ Saying of Hazrat ALI (a.s)
“Insan ko bolney k liye 1 saal lagta hai. Par konsa
lafz kahan Istemal karna chahye ye seekhne k liye
puri zindagi lag jati hai”.

**********************************
· Insaan ka apnay Dushman se inteqaam ka sub say
acha tariqa ye he k
wo apni khoobiyo’n me izafa karey '
Hazrat Ali (A.S)
____________________________________________
____________
· Wo gunah jis ka tumhein ranj ho, ALLAH k
nazdeeq us nayki se behtar
hai jis se tum main ghuroor paida ho jaye".
( Hazrat ALI A.S )
____________________________________________
____________
· Kisi ne Hazrat ALI A.S se poocha: "Dost aur bhai
main kya farq hai?"
Aap ne farmaya: "Bhai sona hai aur dost heera hai."
Us aadmi ne kaha: "Aap ne bhai ko kam qeemat aur
dost ko qeemti
cheez se kyun tashbeeh di?"
To aap ne farmaya: "Sone main agar darar aa jaye to
us ko pighla kar
bilkul pehlay jaisa banaya ja sakta hai. Jab ke
heeray main aik darar
aa jai to wo kabhi bhi pehlay jaisa nahi ban sakta.'
____________________________________________
____________
· Agar kisi ka zarf azmana ho to usko ziada izzat do
Wo Aa’la zarf huwa to aap ko aur izzat day ga or
kam zarf huwa to
khud ko Aa’la zarf sumjhay ga.
( Hazrat ALI A.S )
____________________________________________
____________
· Hazrat ALI A.S Ka Farman Hay:-
"Bura Dost Aag Ki Manind Hay"
"Agar Jalta Hoga To Aap ko Jala Dega"

http://aqwal-e-masoomen.blogspot.com/p/aqwal-mola-as-as.html 6/25
12/1/2018 AQWAL-E-MASOOMEN (a.s) | FREE ISLAMIC STUFF | NOHAY: AQWAL MOLA Ali A.S
"Aur Agar Bujha Hoga To Aap K Hath Kaaley Kar
Dega"
____________________________________________
____________
· Aazmaye Huwe Ko Azmana Bewakufi He.
( Hazrat ALI A.S )
____________________________________________
____________
· Hazrat ALI A.S ka farman hay:
Apne Dushman Ko 1000 (Hazaar) Dafa Moqa Do K
Wo Tumhara Dost
Ban Jaaye Per Apne Dost Ko 1 (Aik) Bhi Moqa Na
Do K Wo Tumhara
Dushman Banay
sab se bara gunah wo he jo karne walay ki nazar me
chota ho
(Hazrat ALI A.S)
____________________________________________
____________
· Ghareeb wo hai jis ka koi dost na ho.
(HAZRAT ALI (A.S)
____________________________________________
____________
· Jab meri DUA qabool ho tu mein khush hota hu’n
kyun k is mein meri
marzi hai aur Jub qabool na ho tu mein aur khush
hota hu’n kyun k ye
ALLAH ki marzi hai
( Hazrat ALI A.S )
____________________________________________
____________
· IKHTIYAR, TAAQAT aur DOULAT aisi cheezai’n
hai’n jin k milnay say
log badaltay nahi’n BAYNAQAB hotay hain
( Hazrat ALI A.S )
____________________________________________
____________

· Agar tum kisi ko chota dekh rahey ho, to tum usay


door se dekh rahey
ho, Ya phir ghuroor se dekh rahey ho
( Hazrat ALI A.S )
____________________________________________
____________
· ALLAH k nazdeek sab say ziyada guneh gaar
cheez jhoot bolnay wali
zuban hay.
(Hazrat Ali A.S)
____________________________________________
____________
· GULAAB KA PHOOL BANO! KYUN K YEH PHOOL
US K HATH MEI BHI
KHUSHBU CHOR DETA HAI JO ISAY MASAL KAR
PHAINK DETA HAI.
(HAZRAT ALI A.S)
____________________________________________
____________
· Mein Jannat K Shawq mein ibaadat nahi karta,
Kyun K Ye ibaadat nahi Tijaarat hay
Mein Dozakh K khawf Say ibaadat nahi karta,
kyun k ye ibaadat nahi, Ghulami Hai...
Mein ibaadat sirf is liye karta hun...
Kyun k Mera RAB ibaadat K layeq hai.......
( Hazrat ALI A.S )
____________________________________________
____________
· Aik Shakhs ne Hazrat ALI A.S Sey Poocha,
Q: Qareeb Kya Hai?
A: Qayamat
****************************8
Apni zuban ki tezi us per mat azmaa’o jis ne tumhe
bolna sikhaaya
( Hazrat ALI A.S )

http://aqwal-e-masoomen.blogspot.com/p/aqwal-mola-as-as.html 7/25
12/1/2018 AQWAL-E-MASOOMEN (a.s) | FREE ISLAMIC STUFF | NOHAY: AQWAL MOLA Ali A.S
____________________________________________
____________
· "Sub se Ziyada Kamzor AADMI wo he Jo DOST ko
HAASIL karne me
Naakaam ho, Aur us se bhi Ziyada Kamzor Wo he Jo
Haath aae huwe
DOST ko ganwa de"
( Hazrat ALI A.S )
____________________________________________
___________
· "2 cheezein saari zindagi kaam aayengi,
1 = Ghussay ki halat mein koi faisla mat karo!
2 = Khushi ki haalat mein koi wada mat kro!
( Hazrat ALI A.S )
____________________________________________
___________
· Insaan Bhi kitna Ajeeb hay,
Jab kisi Cheez se Darta hay to us se duur Bhagta
hay.
Jab ALLAH se Darta hay to Us k aur Qareeb Ho Jata
hay.
( Hazrat ALI A.S )
____________________________________________
___________
· Dunya Daaro’n ki sohbat ikhteyaar na karo kyun K
Agar tu Tang-dast
huwa to ye tujhe Chorh Denge aur agar tu Dawlat-
mand huwa to Tujh
se Hasad karen gay.
( Hazrat ALI A.S )
____________________________________________
___________
· Acha Dost kitni dafa Hi kyun na rooth jaye usay
Mana Lena
Chahiye! kyun K Tasbeeh K daaney kitni dafa hi
Kyun na bikhrei’n
Chun Liye Jate Hain!
( Hazrat ALI A.S )
____________________________________________
___________

· "Yeh na socho k ALLAH dua foran qabool kyun


nahi karta,
yeh shukar karo k ALLAH hamaray gunaaho’n ki
saza foran nahi
deta.."
( Hazrat ALI A.S )
____________________________________________
___________
· 4 (Chaar) Batei’n Ilm Ka Nichour hain,
1.) ALLAH ki itni ibaadat karo jitni tumhain ALLAH
Ki Zarurat Hay.
2.) ALLAH ki naafarmani itni karo jitna ALLAH K
Azaab per Sabr kar
Saktey ho..
3.) Dunya k liye itna amal karo jitna K Tumhei’n
dunya mein rehna
Hai,,
4.) Aakhirat K liye itna amal karo jitna K Tumhein
wahan rehna
Hai....!!!
( Hazrat ALI A.S )
____________________________________________
____________
· Buraayi mein kisi ka sath dena Ghatiyapan aur
khuda k saath
badiyanati hay.
( Hazrat ALI A.S )
____________________________________________
___________
· Kisi ki madad kartay waqt us k chehray ki janib
mat dekho, ho

http://aqwal-e-masoomen.blogspot.com/p/aqwal-mola-as-as.html 8/25
12/1/2018 AQWAL-E-MASOOMEN (a.s) | FREE ISLAMIC STUFF | NOHAY: AQWAL MOLA Ali A.S
sakta hay us ki sharminda aankhein tumharay dil
main ghuroor ka
beej bo dein.
( Hazrat ALI A.S )
____________________________________________
____________
· "Ibaadat aisi karo jis se tumhari ROOH ko maza
aey kyun k jo ibaadat
dunya mei maza na de wo akhirat mei kya JAZAH
degi"....
( Hazrat ALI A.S )
____________________________________________
____________
· Barish ka qatra Seep or Saanp dono k munh mein
girta hai lekin SEEP
usay MOTI Aur Saanp usay ZEHR bana deta hai
jis ka jesa Zarf wesi uski Takhliq
( Hazrat ALI A.S )
____________________________________________
____________
· Tum acha karo aur zamana tum ko bura samjhey
ye tumaray haq
mein behtar hay Bajaye iss k tum bura karo aur
zamana tum ko acha
samjhe .
( Hazrat ALI A.S )
____________________________________________
____________
· Jaha’n Sadaaqat aur Khuloos Nazar Aaye Wahaan
Dosti Ka Hath
Barhaao Warna Tumhari TANHAAYI Tumhari
Behtreen Saathi Hai.
( Hazrat ALI A.S)
____________________________________________
____________
· Beshak dunya aur aakhirat ki misaal aise hay
jaisay 1 (aik) shaks ki 2
(Do) biviyaa’n ho’n, 1 ko raazi karta hay to doosri
ruuth jati hay
(HAZRAT ALI A.S)
____________________________________________
____________
· Nek logo’n ki sohbat ikhtiyar karo nek ban jao gai,
buron ki suhbat se parhaiz karo badi se door ho jao
gai.
(Hazrat Ali A.S)
____________________________________________
____________

· "3 kaam kisi k dil mein aap ki izzat barhatay hain:


1- Salam karna.
2- Kisi ko jagah dena.
3- ASAL NAM SE PUKARNA."
(HAZRAT ALI A.S)
____________________________________________
____________
· Achi zindagi guzaarnay k 2 tareeqay hai’n.
1- Jo pasand hain usay haasil kar lo ya Phir
2- Jo hasil hay usay pasand kar lo.
(HAZRAT ALI A.S)
____________________________________________
____________
· 3 (Teen) Insan 3 cheezo’n se mehroom raheinge
1.Ghusay waala Durust faislay se
2.Jhoota Izzat se
3.Jald baaz Kaamiyabi se.
(Hazrat Ali A.S)
____________________________________________
____________
· Agar Tum Usay Na Pa Sako Jise Tum Chahtay
Ho,Tu Usay Zaroor Pa
Lena Jo Tumhe Chahta Hay
(HAZRAT ALI (A.S)

http://aqwal-e-masoomen.blogspot.com/p/aqwal-mola-as-as.html 9/25
12/1/2018 AQWAL-E-MASOOMEN (a.s) | FREE ISLAMIC STUFF | NOHAY: AQWAL MOLA Ali A.S
*** **********************
Ø "Jab tum kisi mazloom ko dekho to Zalim kay
khilaf uski madad karo".
Mola ALI (A.S)...
************************
Ø “Us Khuda Se Dartay Raho Jis Ki Sift Yeh Hai K
Agar Tum Baat Karo To Wo Sunta Hai Or Agar Dil
Main Rakho To Wo Janta Hai”.
Mola ALI a.s

************************

Ø “Insan ko bolnay k liye 1 saal lagta hai, Par kon sa


LAFZ kahan Istemal karna hai, Yai Seekhny k liye
puri ZINDAGI lagjati hai”.
Mola ALI a.s

***************************

Ø “Beshak Dost pe har cheez Qurban kardo… Par


Dost ko kisi cheez pe Qurban mat karna”. Mola ALI
a.s

***************************

Ø “Logon se Qadar na karne ka Shikwa mat karo….


Kyun k Jo Insaan apne RAB ko bhool sakta hai who
sab ko bhool sakta hai”.
Mola ALI a.s

****************************

Ø “Jin gharon me Subha k waqat QURAN ki tilawat


hoti hai, Wo ghar Aasman walon k liye yun
chamakty hain jese Zameen Walo k liye Sitare”.
Mola ALI a.s

******************************

Ø “Jisy ALLAH ny Aqal-e-Saleem aur Amal-e-


Mustaqeem sy nawaza, us par yaqeen Ehsan-e-
Azeem kiya”.
Mola ALI a.s

******************************

Ø “Buri Adat ki taqat ka andaza tab hota hai jab


unhain chorney ki Koshish ki jati hai”.
Mola ALI a.s

******************************

http://aqwal-e-masoomen.blogspot.com/p/aqwal-mola-as-as.html 10/25
12/1/2018 AQWAL-E-MASOOMEN (a.s) | FREE ISLAMIC STUFF | NOHAY: AQWAL MOLA Ali A.S
Ø “Kamzor hay wo Shakhs jo DOST na bana saky,,
Aur us se bhi kamzor wo Shakhs Hay jo bana huwa
DOST kho dai.
Mola ALI a.s

*******************************

Ø “Gullab ka koi bhi Naam rakh liya jaye, Magar


Pehchana to KHUSHBOO se hi jata hai, INSAN bhi
waisa hi hai, Uska koi bhi RANG ho ROOP ho ZAAT
ho QABEELA ho, Magar Pehchana Apne KIRDAR
aur IKHLAQ se hi jata hai”.
Mola ALI a.s

*******************************

Ø “RIZQ k peeche apna EMAAN kharab mat karo


kyun k ROZI Insan ko aese talash karti hai jese
marne wale ko MAUT”.
Mola ALI a.s

*******************************

Ø “Khuda ka Taqar’rub Is say Sawal karne say Hasil


hota hai Aur Logo ka Qurb Sawal Na Karne Say
Hasil hota hai”.
Mola ALI a.s
Ref:Garar-Ul-Hikam

********************************

Ø “Frishton ki SajdaGah hy Chehra HUSSAIN a.s ka,


Kehne laga Shaitan se KHUDA HUSSAIN a.s ka,
Nikal ja Meri Darbar se Le k IBadaten sari, Mere Liye
Kafi hai Sajda HUSSAIN a.s ka”.

**************************************************
Ø “Mojzey Bhi Kia Jalwa Numa Dikhata Hai Ali a.s,
Maar kar Phr Murdo’n ko Jagata hai Ali a.s, Main q
Na Uski Sakhawat Pe Qurban Jaun, Apney Hi Qatil
Ko Sharbat Pilata hai Ali a.s, ALI a.s Ki Qudrat Ki Ek
Misaal Ye Bhi Hai, Apne Soye Huey Qatil Ko Jagata
Hai Ali a.s, Aisa Yaqeen Kis Ne Kia Hy Zaban-e-
MUSTAFA Pr, Shab-e-Hijrat Itmenan Ki Neend So
Jata Hai Ali a.s, Log Kehtey Hain ALI a.s Haq Ki
Raah Pr Hy Mgr, Mera Aqeeda Hai Haq ko Apni Raah
Pe Chalata Hai ALI a.s”.

***********************************************

"RIZQ kay piche apna EMAAN kharab mat kar,


kiyun k ROZI Insan ko aisay talash karti hai jaise
marnay wale ko MOUT ".
(Hazrat ALI A.S)
__________

Gulaab ka koi bhi Naam Rakh liya jaye,


Magar Pehchana to "Khusboo" se hi jata hai,
"Insaan" bhi waisay hi hai, uska koi b bhi "Rang" ho
"Roop" ho "Zaat" ho "Qabeela" ho,
Magar pehchana apne "kirdar" or "Ikhlaq" se hi jata hai.
(Hazrat ALI A.S)
http://aqwal-e-masoomen.blogspot.com/p/aqwal-mola-as-as.html 11/25
12/1/2018 AQWAL-E-MASOOMEN (a.s) | FREE ISLAMIC STUFF | NOHAY: AQWAL MOLA Ali A.S
___________

Wo gunah jis ka tumhein ranj ho,


Allah k nazdeeq us nayki se behtar hai
jis se tum main ghuroor paida ho jaye”.
( Hazrat ALI A.S )
———–

Kisi ne Hazrat ALI A.S se poocha:


“Dost aur bhai main kya farq hai?”
Aap ne farmaya:
“Bhai sona hai aur dost heera hai.”
Us aadmi ne kaha:
“Aap ne bhai ko kam qeemat aur dost ko qeemti cheez
se kyun tashbeeh di?”
To aap ne farmaya:
“Sone main agar darar aa jaye to us ko pighla kar bilkul
pehlay jaisa banaya ja sakta hai. Jab ke heeray main
aik darar aa jai to wo kabhi bhi pehlay jaisa nahi ban
sakta.’
———–

Ager kisi ka zarf azmana ho to usko ziada izzat do!


Wo Aala zaraf hoa to ap ko aur izat day ga!
aur kam zarf hoa to khud ko AALA ZARAF sumjhey ga!
( Hazrat ALI A.S )
———–

Hazrat ALI A.S Ka Farman Hay:-


“Bura Dost Koely Ki Manind Hay”
“Agr Jalta Hoga To Apko Jala Dega”
“Aur Agr Bujha Hoga To Ap K Hath Kale Kr Dega”
———–

Aazmaye Hue Ko Azmana


Bewakufi He.
( Hazrat ALI A.S )

Logon Ki
Zaroraton Ka
Tum Se Wabasta
Hona Tum Per
Allah Ki
Enayat Hain!.
(Imam Hussain A.S)
———–
———

Hazrat ALI A.S SAYS


TUMHARE 3 DOST HAIN
1 TUMHARA DOST
2 TUMHARAY DOST KA DOST
3 TUMHARAY DUSHMAN KA DUSHMAN
TUMHARAY 3 DUSHMAN HAIN
1 TUMHARA DUSHMAN
2 TUMHARAY DUSHMAN KA DOST
3 TUMHARAY DOST KA DUSHMAN
———–

Hazrat ALI A.S ne eid k din ro ro k bura haal kar


liya.Naye kapre na pehne aur sookhi
roti khane lagey. Kisi ne poocha k aaj to EID hai aap ne
koi tayyari nahi ki. Aap ne farmaya k
eid to unki hai jinko ALLAH SUBHAN-A-HU- WA TAALA
ne muaf kar dia
———–

Hazrat ALI A.S Says


Apne Dushman Ko 1000 Dafa Moqa Do K Wo Tumhara
Dost Ban Jaaye
Per Apne Dost Ko 1 Bhi Moqa Na Do K Wo Tumhara

http://aqwal-e-masoomen.blogspot.com/p/aqwal-mola-as-as.html 12/25
12/1/2018 AQWAL-E-MASOOMEN (a.s) | FREE ISLAMIC STUFF | NOHAY: AQWAL MOLA Ali A.S
Dushman Banay
———–

Jub meri DUA kabol ho tu mein khush hota houn


k is main meri marzi hai aur
Jub kabol na ho tu mein aur khush hota houn
k ye ALLAh ki marzi hai
( Hazrat ALI A.S )
———–

IKHTIYAR, TAAQAT aur DOULAT


aisi cheezain hain jin k milnay say log
badaltay nahin BAYNAQAB hotay hain( Hazrat ALI A.S )
———–

Agar tum kisi ko chota dekh rahe ho,


to tum use door se dekh rahe ho!
Ya phir gharoor se dekh rahe ho!
( Hazrat ALI A.S )
———–

Ghareeb wo hai jis ka koi dost na ho!.


[HAZRAT ALI (A.S)]
———–

sab se bara gunah wo he jo karne walay ki nazar me


chota ho!
( Hazrat ALI A.S )
———–

Mujhe Jannat se ziada


Masjid mein bethna Acha Lagta hai
kyunke
Jannat mein mera NAFS khush ho ga
jab ke Masjid mein mera RAB khush ho ga.
Hazrat ALI A.S
———–

Main Jannat K Shouq Main ebadat Nahe Kerta,


K Ye Ebadat Nahe Tijarat Hay!
Main Dozakh K Khouf Say Ebadat Nahe Kerta,
K ye Ebadat Nahe.Ghulami Hai!.
Main Ebadat Sirf Is Liye Kerta hon…
K Mera RuB ebadat K LayeQ Hai…… ( Hazrat ALI A.S)
———–

Aik Shakhs Ne Hazrat ALI A.S Sey Poocha,


Q: Qharib Kya Hai?
A: Qyamat
Q: Or Qhareeb Ter?
A: Maut
Q: Ajeeb Kya HAi?
A: Duniya
Q: Aur Ajeeb Tar?
A: Talib-e-Duniya
Q: Wajib Kya Hai?
A; Toba
Q: Or Wajib Tar?
A: Gunah K Forun Bad Toba
Q: Mushkil Kya Hai?
A: Qaber Mein Utrna
Q: Our Mushkil Tar?
A: Amal K Bagair Utrna
———–

Apni zuban ki tezi us per mat azmao jis ne tumhen


bolna sekhaya ( Hazrat ALI A.S )

Yaani Maa aur Baap ka Adab karo!

———–

http://aqwal-e-masoomen.blogspot.com/p/aqwal-mola-as-as.html 13/25
12/1/2018 AQWAL-E-MASOOMEN (a.s) | FREE ISLAMIC STUFF | NOHAY: AQWAL MOLA Ali A.S
“Sub se Ziyada Kamzor AADMI wo he Jo DOST ko
HAASIL karne me Naakaam ho,Aur us se bhi Ziyada
Kamzor Wo he Jo Haath aai howe DOST ko ganwa de”(
Hazrat ALI A.S )
———–

“2 cheezein saari zindagi kaam ayengi,


1 = Ghussay ki halat mein koi faisla mat karo!
2 = Khushi ki haalat mein koi wada mat kro!
( Hazrat ALI A.S )
———–

Insaan Bhi kitna Ajeeb Hy,


Jab kisi Cheez se Darta Hy to Us se Dour Bhagta Hay.
Jab ALLAH Sy Darta Hy to Us k aur Qhreeb Ho Jata
Hai!.
( Hazrat ALI A.S)
———–

Dunya Daron ki Sohbat ikhtyar Na karo Q K Agar tu


Tang-dast huwa to ye tujhe Chorh Denge Aur agar to
Dolat-mand huwa to Tujh se Hasad karen gay.( Hazrat
ALI A.S )
———–

Acha Dost Kitni Dafa Hi Kiyon Na Rooth Jaye Usay


Mana Lena Chahiye!
Kiyon K Tasbi K Daney Kitni Dafa Hi Kiyon Na Bikhrein
Chun Liye Jate Hain!( Hazrat ALI A.S )
———–

“Yeh na socho k ALLAH dua foran qabool kyun nahi


karta,
yeh shukar karo k ALLAH hamaray gunaahon ki saza
foran nahi deta..”
( Hazrat ALI A.S )
———–

4 Batain Elim Ka NIchour Hain,


1.) ALlah Ki Itni Ebadat Karo Jitni Tumhain ALLAH Ki
Zaroret Hay!.
2.) ALlah Ki Nafermani Itni Karo Jitna Allah K Azaab Per
Saber Ker Saktey Ho!..
3.) Dunya K Liye Itna Amal KAro Jitna K Tumhain
Dunya Main Rehna Hai,,
4.) Aakhrat K Liye Itna AMal Karo Jitna K Tmhain
Wahan Rehna Hain….!!!
( Hazrat ALI A.S )
———–

Buraee main kisi ka sath dena Ghatiya pan aur khuda k


sath bad diyanti hay!.( Hazrat ALI A.S )
————

kisi ki madad kartay waqt us k chehray ki janib mat


daikho, ho sakta hay us ki sharminda ankhain tumharay
dil main gharoor ka beej bo dain.( Hazrat ALI A.S )
————

“Golden Words”
“Her INSAN ki izzat aur uss sy mohabat kro,Kion k her
INSAN k ander KHUDA ki koi na koi sift zror mojood hoti
hai”
( Hazrat ALI A.S )
————

“Ebadat aesi kro jis se tumhari ROOH ko maza aey


QYOUN k jo Ebadat dunya mai maza na de wo Akhrat
mai kia jAZAH degi”… .( Hazrat ALI A.S )
————

Barish ka Qtra SeepAur Saanp 2non k Munh mein Girta


hai

http://aqwal-e-masoomen.blogspot.com/p/aqwal-mola-as-as.html 14/25
12/1/2018 AQWAL-E-MASOOMEN (a.s) | FREE ISLAMIC STUFF | NOHAY: AQWAL MOLA Ali A.S
Lekin SEEP usay MOTI Aur Saanp usay Zehr bna deta
hai
jis ka jaesa Zarf waesi uski Takhliq
( Hazrat ALI A.S )
————

Tum accha karo aur zamana tum ko bura samjhe!


ye tumaray haq main behtar hai
Bajaye es k tum bura karo aur
zamana tum ko acha samjhe!
( Hazrat ALI A.S )
————

Jahan Sadaaqat aur Khuloos Nazar Aaye Wahaan Dosti


Ka Hath Barhao Warna Tumhari TANHAEE Tumhari
Behtreen Saathi Hai.
( Hazrat ALI A.S )
————

Bay shak dunya aor akhrat ki misal


aisi ha jasay 1 shaks ki 2 bvian(wives)
hon 1 ko razi karta ha to dosri rooth
jati hai!
HAZRAT ALI(A.S)
————

Agr kisi ka ban’na chahtay ho to pori hakeqat se ban


jao… warna,apni zaat mn aisi hakeqat peda kr lo k koi
hakeqat mien tumhara ban jaye…!
(HAZRAT ALI A.S)
————

Naikon ki suhbat ikhtiar karo nek ban jao gai, buron ki


suhbat se parhaiz karo badi se dor ho jao gai.(Hazrat Ali
A.S)
————

¤(HAZRAT ALI )¤~


“Agr koi tumhara dil dukhaey to naraz na hona Qyoun K
Qanoon e Qudrat hay k jis darakht p ziada meetha phal
hota hay usay log ziada patthar marte hain!
————

Teen kaam kisi k dil main ap ki izzat barhatay hain!:


1- Salam karna.
2- Kisi ko majlis mein baithne ki jagah dena.
3- ASAL NAM SE PUKARNA.”Yaani Pure Naam se
mukhatib karna!
(HAZRAT ALI A.S)
————

HAZRAT ALI (KAW) said


Buray Insaan ki Sohbat se Perhaiz karo kyun kay woh
Talwar ki Tarha hey Jo Dekhney mein Khobsorat aur
Asar mein Khatarnak hai!.
————

Achi zindagi guzarney ke 2 tareekhay hain!.


¤ Jo pasand hai usay hasil kr lo!
ya Phr
¤ Jo hasil hai usay pasand kr lo!. Yaani Qhina’at ikhtiyar
karo!
(HAZRAT ALI A.S)
————

TEEN Insan 3 chezon se mehroom rahenge!


1.Ghussay wala Durust faisly se!
2.Jhoota Izzat se!
3.Jald baaz Kamyabi se!.
(Hazrat Ali A.S)

————

http://aqwal-e-masoomen.blogspot.com/p/aqwal-mola-as-as.html 15/25
12/1/2018 AQWAL-E-MASOOMEN (a.s) | FREE ISLAMIC STUFF | NOHAY: AQWAL MOLA Ali A.S
Allah k nazdeek sab say ziada gunah gar cheez jhoot
bolnay wali zuban hai!.
(Hazrat Ali RA, Nuzhat ul Majalis, page 510)
————

GULAB KA PHOOL BNO!KYUNKE YEH PHOOL US K


HATH ME BHI KHUSHBO CHOR DAITA HAI JO ISEY
MASAL KAR PHAINK DAITA HAI.”HAZRAT ALI A.S”
————

khush mizaji hamesha khoubsorti ki kami ko poora kar


deti hai!,
lekin khoubsorti khush mizaji ki kami ko pura nahi kar
sakti!.
(Hazrat ALI) A.S
————

Agr Tum Usy Na Pa Sako Jise Tum Chahte Ho,Tu Usy


Zroor Pa Lena Jo Tmhe Chahta Hai
Qiyun K Chahne Se, Chaahe Jane Ka Ehsas Ziada
Khubsurat Hota Hai!
HAZRAT ALI (A.S)

http://aqwal-e-masoomen.blogspot.com/p/aqwal-mola-as-as.html 16/25
12/1/2018 AQWAL-E-MASOOMEN (a.s) | FREE ISLAMIC STUFF | NOHAY: AQWAL MOLA Ali A.S

http://aqwal-e-masoomen.blogspot.com/p/aqwal-mola-as-as.html 17/25
12/1/2018 AQWAL-E-MASOOMEN (a.s) | FREE ISLAMIC STUFF | NOHAY: AQWAL MOLA Ali A.S

http://aqwal-e-masoomen.blogspot.com/p/aqwal-mola-as-as.html 18/25
12/1/2018 AQWAL-E-MASOOMEN (a.s) | FREE ISLAMIC STUFF | NOHAY: AQWAL MOLA Ali A.S

http://aqwal-e-masoomen.blogspot.com/p/aqwal-mola-as-as.html 19/25
12/1/2018 AQWAL-E-MASOOMEN (a.s) | FREE ISLAMIC STUFF | NOHAY: AQWAL MOLA Ali A.S

http://aqwal-e-masoomen.blogspot.com/p/aqwal-mola-as-as.html 20/25
12/1/2018 AQWAL-E-MASOOMEN (a.s) | FREE ISLAMIC STUFF | NOHAY: AQWAL MOLA Ali A.S

http://aqwal-e-masoomen.blogspot.com/p/aqwal-mola-as-as.html 21/25
12/1/2018 AQWAL-E-MASOOMEN (a.s) | FREE ISLAMIC STUFF | NOHAY: AQWAL MOLA Ali A.S

http://aqwal-e-masoomen.blogspot.com/p/aqwal-mola-as-as.html 22/25
12/1/2018 AQWAL-E-MASOOMEN (a.s) | FREE ISLAMIC STUFF | NOHAY: AQWAL MOLA Ali A.S

http://aqwal-e-masoomen.blogspot.com/p/aqwal-mola-as-as.html 23/25
12/1/2018 AQWAL-E-MASOOMEN (a.s) | FREE ISLAMIC STUFF | NOHAY: AQWAL MOLA Ali A.S

http://aqwal-e-masoomen.blogspot.com/p/aqwal-mola-as-as.html 24/25
12/1/2018 AQWAL-E-MASOOMEN (a.s) | FREE ISLAMIC STUFF | NOHAY: AQWAL MOLA Ali A.S

Home

Subscribe to: Posts (Atom)

Contact Form ads

Name

Email *

Message *

Send

BILALHASSAN +923228657639. Powered by Blogger.

http://aqwal-e-masoomen.blogspot.com/p/aqwal-mola-as-as.html 25/25

Vous aimerez peut-être aussi