Académique Documents
Professionnel Documents
Culture Documents
● Tijarat ka mahina, khareedari ka mahina nahi, roza rakhkar sone ya fir mobile,tv
dekhna nahi
● Hame maalomm hai ke Ye Mahina - Reham,Magfirat,Nekiyo ka badal kahi guna
jyaada badakar deta hai
● Lekin Ye mahina Allah ke gusse ka,laanat ka sabab ban sakta hai
● Allah ke Rasool(saw) jo apne dushman par bhi reham karte the unki laanat ka sabab
ban sakta hai kaise ?
● Hamare pachtaave ka mahina ban sakta (jindagi bhar), agar humne is mahine ka
fayda nahi uthhaya (hadees)
Bada badnasib jo apni magfirat nahi karva saka, poora Ramzan sone, baazaro me, khel
kood me, na jaane aur kin kin kamo me jaaya kar Diya
Sahaba ki dua
Ramzan se 6 mahine pehle Sahaba(r.a.) Allah se ye dua kiya karte the ke Allaah unhe
jindagi ata kare yaha tak ke wo Ramzan ka mahina pa le aur Ramzan ke baad 6 mahine tak
ye dua karte ke Allah unke rozo ko qabool kare.
Ramzan nekiya kamaane,shar se rukne ka aur apne aap ko jahanaam se aazad karne ka
mahina hai
Roza Rakhna
Muttaqi ban-na -
Muttaqi ki nishaniya
Quran se maghfirat
Ramzaan me Quran Nuzool Hua aur uske tilawat se fayda
Surah Al Qadr….
Hadees ..Mai ye nahi kehta ke Alif,Laaf,Meem,
Surah Al Qadr …
1000 mahino se behtar….83 years 4 mahine
Conclusion