Vous êtes sur la page 1sur 31

Death and the Tribulations of

Death
AlZumar:42
Qaaf:19
Dunya in the Light of Quran
AlImran: 185
AlNisa:77
AlToba:38
Younas:25
AlRa`ad:26
AlNakhl:26,27
AlKahf:45,46
Taha:131,132
AlQasas: 60, 61
AlAnkaboot: 64
AlFatir: 5
Alhadeed:20
AlAa`la: 16,17
AlTakasur:1,2
AlA’raaf:51
Younas:7,8
Ibrahim:3
Alkahf:103
Shura:20
Al-Alnazia’at:37-39
Duration of this world
Al-Alnazia’at: last ayat
Al-room:55

• Hadees on definition of saa’t(sa’aa)Trimzi


– Before qayama, time will pass very fastly, a year
like a mont, a month like a week, a week alike a
day and day like a saa’t and a saa’t is like we lite a
(match/bhuljhari) and it is finished
Ahadees about Dunya
1. Child of a goat (Muslim)
2. If value of this world was like a wing of a mosquito (Trimzi)
3. Example of this world is like food (habban)
4. Dunya and everything in it is Mal’oon by Allah s.w.t. except the
thing, that is for Allah (Trimzi)
5. Dunya barri rangeen hy but is for test (Muslim)
6. Aldunya sijnul momin wa jannatul kafir (Muslim)
7. Put finger in sea and take it out, the water that comes out with
your finger is the life of this world (Muslim)
8. A person will be presented to Allah s.w.t. who had spent his life
with all the best but was a dis, he will be given a dip in Jahanum,
he will say ……..(Muslim)
Ahadees against Dunya
1. Mein tum par Faqr ke a jany se nahee darta han mein darta hon k dunya tum
par khol de jai ge jesy pichly logon par khol de gai the, ye dunya tumhen
khench le ge jesy pichly logon ko khench le gai the, ye duny tumhein halak-o-
barbad kar de ge jesy pichly logon ko halak-o-barbad kar diya tha
2. Nations will call each other to attack on you … (abu Dawood)
3. Jo dunya ke fikr kary ga wo akhirat ka nuqsan zaroor kay ga aut jo akhirat ke
fikr kary ga wo dunya ka nuqsan zaroor kary ga (Musnad Ahmed)
4. Jis ka haal ye ho jai k dunya he us ka sab se barra maqsad ban jai tu Allah usy
four baton mein mubtila kar den ge (Bahqi sharif)
a. Ranj aur gham mein mubtila kar de ga
b. shugal/mashghooliat mein usy mubtila kar de ga
c. Faqr mein mubtila kar de ga (Kha’shaat kabhi khatam no hon ge)
d. us ko amal(umeedon/tamana’on) mein laga de ga (a’amaal ke beghair umeedain)
5. Khub ud Dunya Ra’su Kulle khati’atin (Bahqi sharif)
6. Kun fe dunya ka annaka ghareeb au abiro sabeel (Bukhari)
Aqwaal on Dunya
• Dunya is like a bridge (Hazrat Esa A.S)
• Jis ne apny under 6 adatain peda kar leen, Us ne Jannat hasil karny
aur dozakh se bachny mein koi kasar naheen chori (hazrat Ali R.A.)
– Allah ko pehchan kar us ke Ataa’t ke
– Shaitan ko pechan kar us ke na-farmani ke
– Haq ko pechan kar us peravi ke
– Batil ko pechan kar us se ijtinaab kiya
– Dunya ko pechan kar us ko thukra diya
– Akhirat ko pechan kar us ke justuju ke
• Dunya aik gehra sumandar hy, is mein bohat se log doob chukay, is
mein Allah ke khaf ke kashti par safar karo, Eeman ko apna
hamsafar banao aur tawakul ko badbaan qarar do, is tarah shaid
tum gharaq hony se bach jao (Hazrat Luqman)
AlAnfaal:2

Vous aimerez peut-être aussi