Vous êtes sur la page 1sur 2

{\rtf1\ansi\ansicpg1252\deff0\deflang1033{\fonttbl{\f0\froman\fprq2\fcharset0

Georgia;}}
{\colortbl ;\red255\green0\blue0;}
{\*\generator Msftedit 5.41.15.1507;}\viewkind4\uc1\pard\cf1\b\f0\fs22 Jaao Ke
Na Ab Deyr Karo\par
\par
\par
\par
Qafela lutgaya amma mera lashkar na raha, amma nana ki nishaani Ali Akbar na raha,
rehgaya dard-e-kamar haaye baradar na raha. Ab khabar aapne li ghar ki ke jab ghar
na raha. Aur ab dam-e-zibha ye pure mere armaa(n) karna. Arsh ke niche na baalo(n)
ko parishaa(n) karna\par
\par
(Jaao ke na ab deyr karo, dekho na amma, ab laal tera zeen pe hai aur na zamee(n)
par) x3\par
\par
1. Aap aayi hai amma mei salaami ko na uttha\par
Hai dard kaleje mei jo uthna nahi deta\par
Hasrat se tere pehle mei dam mera nikalta\par
Mei cheyn se sojata tere god mei madar\par
\par
Ab laal tera zeen pe hai aur na zamee(n) par, Jaao ke na ab deyr karo, dekho
na amma, ab laal tera zeen pe hai aur na zamee(n) par\par
\par
2. Are kuch deyr mei neze pe rakha honga mera sar\par
Na dekhna us waqt mujhe madar-e-muztar\par
Chaljayenga us waqt tere qalb pe khanjar\par
Gore abhi dorenge meri laash ke uppar\par
\par
Ab laal tera zeen pe hai aur na zamee(n) par, Jaao ke na ab deyr karo, dekho
na amma, ab laal tera zeen pe hai aur na zamee(n) par\par
\par
3. Mei subh se ta asr uthata raha lashe\par
Daman mei chune qasim-e-nawshaah ke tukre\par
Lipta Ali Akbar ka kaleja tha sina se\par
Amma mere chehre pe hai khun-e-Ali Asghar\par
\par
Ab laal tera zeen pe hai aur na zamee(n) par, Jaao ke na ab deyr karo, dekho
na amma, ab laal tera zeen pe hai aur na zamee(n) par\par
\par
4. Is haal mei amma hai teri god ka pala\par
Maqtal mei mera khogaya har eik ujaala\par
Hai kon Sakina ko meri poochne wala\par
Soeyngi mere sine pe kaise meri dukhtar\par
\par
Ab laal tera zeen pe hai aur na zamee(n) par, Jaao ke na ab deyr karo, dekho
na amma, ab laal tera zeen pe hai aur na zamee(n) par\par
\par
5. Dekho to qayamt hai bapa ehl-e-haram mei\par
Khayme se nikal aayi hai Zainab mere gham mei\par
Ab ane ko hai bibiya(n) bahar koi dam mei\par
Samjaawo unhe amma rahe khayme ke andar\par
\par
Ab laal tera zeen pe hai aur na zamee(n) par, Jaao ke na ab deyr karo, dekho
na amma, ab laal tera zeen pe hai aur na zamee(n) par\par
\par
6. Lo saans ubharne lagi dil doob raha hai\par
Nazro(n) mei meri Zainab-e-muztar ki rida hai\par
Abid se thi umeed so wo ghash mei para hai\par
Kya honga mere baad Sakina ka muqaddar\par
\par
Ab laal tera zeen pe hai aur na zamee(n) par, Jaao ke na ab deyr karo, dekho
na amma, ab laal tera zeen pe hai aur na zamee(n) par\par
\par
7. Ay "Sarwar-o-Rehan" bayaan kaise ho manzar\par
Sheh kehte the amma ye kara waqt hai mujpar\par
Kistarha kaleje se lagu aapke uth kar\par
Kyu munga qadam aapke ab mei lab-e-quasar\par
\par
Ke ab laal tera zeen pe hai aur na zamee(n) par, Jaao ke na ab deyr karo,
dekho na amma, ab laal tera zeen pe hai aur na zamee(n) par \par
}
#

Vous aimerez peut-être aussi