Vous êtes sur la page 1sur 2

{\rtf1\ansi\ansicpg1252\deff0\deflang1033{\fonttbl{\f0\froman\fprq2\fcharset0

Georgia;}}
{\colortbl ;\red255\green0\blue0;}
{\*\generator Msftedit 5.41.15.1507;}\viewkind4\uc1\pard\cf1\b\f0\fs22
Musafiran-e-Musibat\par
\par
\par
\par
Na mehmil hai na haudaj hai,\par
\par
Na lashkar ki wo sajdhaj hai,\par
\par
Na sarpe alam na chadar hai,\par
\par
Allah ye kaisa manzar hai,\par
\par
(musafirane musibat, watan me aate hai) x2\par
\par
1. safar se aate hai soghate dard laate hai\par
(musafirane musibat, watan me aate hai) x2\par
\par
2. kiya salaam muhammed ke aastane ko,\par
pataa ke aaye hai zehra ke sab gharane ko,\par
na kar kubool tu hum bekaso ke aane ko,\par
ye nawha karte hai aur ashk khu(n) bahaate hai\par
\par
(musafirane musibat, watan me aate hai) x2\par
\par
3. madina hum tere waali ko aaye hai kho kar,\par
madina kufe me sar nange hum phire dardar,\par
madina daaghe rasan hai humare shaano par,\par
uthaa ke haath madine ko ye sunaate hai\par
\par
(musafirane musibat, watan me aate hai) x2\par
\par
4. har ek kadam hai buka kab labo pe bayn nahi,\par
hamaye zindaa pa zehra ka noor ayn nahi,\par
madina akbaro qasim nahi hussain nahi,\par
ye kaise kaise jawaan the jo yaad aate hai\par
\par
(musafirane musibat, watan me aate hai) x2\par
\par
5. madine waalo kaho us behan ki kya taqdir,\par
jo dekhe apne biradar ke halq par shamsheer,\par
lahu me ghark jo dekhe hussain ki tasveer,\par
lahu me kya yuhi baayi ka sar dikhate hai\par
\par
(musafirane musibat, watan me aate hai) x2\par
\par
6. batawo kahte hai kya sab us amma jayi ko,\par
jo arbaeen talak de kafan na bhayi ko,\par
bahan dikhayegi mu(n) kis tarha khudayi ko,\par
kafan diya hai na unki lehed banaate hai\par
\par
(musafirane musibat, watan me aate hai) x2\par
\par
7. chala bashir ye deta huwa khabar har jee,\par
magar mehelaye hashim me dekhta hai kya,\par
ke ik mariza sare raah hai khari tanha,\par
hai muntazir ke wo kunbe ke log aate hai\par
\par
(musafirane musibat, watan me aate hai) x2\par
\par
8. khabar ye phayli to matam har aik ghar me huwa,\par
nikal nikal pari sab aurate barehnapaa,\par
ghiri zamin pe sughra ke uspe charkh gira\par
ye soghwaar hai sughra ke paas ate hai\par
\par
(musafirane musibat, watan me aate hai) x2\par
\par
9. fizae dard me lekar udaasiya aayi,\par
shapar se lit ke idher bhukhi pyasiya aayi,\par
utho rasul tumhari nawasiya ayi,\par
ye khudko untho se ehle haram ghiraate hai\par
\par
(musafirane musibat, watan me aate hai) x2\par
\par
10. jo aayi kaan me awaaze banue muztar\par
kaha ho ay mere wali imame jinno bashar,\par
tarap ke rehgayi sughra bapa huwa mehshar,\par
"kabir" bas ab falaq thartharate hai\par
\par
(musafirane musibat, watan me aate hai) x2 \par
}
#

Vous aimerez peut-être aussi