Vous êtes sur la page 1sur 2

{\rtf1\ansi\ansicpg1252\deff0\deflang1033{\fonttbl{\f0\froman\fprq2\fcharset0

Georgia;}}
{\colortbl ;\red255\green0\blue0;}
{\*\generator Msftedit 5.41.15.1507;}\viewkind4\uc1\pard\cf1\b\f0\fs22 Nabi Nabi
Honga\par
\par
\par
\par
Awozobilahe Menashaitan Nir Rajim, Bismillah Hir Rahmin\par
\par
Saari Tarife us Khuda-e-Buzurgho Barkat ke Naam, Ke jis Ke Kabzae Kudrat Me Kainat
Ka Har Nizam Hai Doorudo Salam Mohamed wa Ale Mohamed Par\par
\par
(Allahumma Salle Ala Mohammedin Wa Ale Mohammed) x3\par
\par
Ya Nabi Allah Ya Habib Allah Ya Kalim Allah Ya Shafi Allah Ya Rasool Allah Ya Nabi
Allah\par
\par
(Ya Rasool Allah) x4\par
\par
1. Zamin Jab Na thi, na Aasma koi, na chand tare the, na keh kasha koi, hooruf
bhi na the, na thi zaba koi (Tha ayse alamme bhi mehrba koi) x2 Khuda bas ayse me
yeh keh raha hoga Mere Hawale se jo taskera hoga\par
\par
(Nabi Nabi Hoga) x2 Chaman Chaman Hoga Kali Kali Hoga\par
\par
2. Habib mera hai libas-e-rehmat me, Banayi hai dunia isi ki chahat me, sanaa
isi ki hai, kalame kudrat me (doorud isi per hai meri ibadat me) x2 jo saktiya
jhele meri mohabat me, shafi-e-mehshar bhi fakat yahi hoga\par
\par
(Nabi Nabi hoga) x2 chaman chaman hoga kali kali hoga\par
\par
3. Wo mere bando ko, mera pata dega, who besaharo ko bhi aasra dega, who zakham
kayega magar duwa dega (isi ka kunba to gala kata dega) x2 Husain sab apne diye
buja dega, andhera jab fayle, who roshni hoga\par
\par
(Nabi Nabi hoga) x2 chaman chaman hoga kali kali hoga\par
\par
4. Nabi ka roza hai hamare sino me, hasino yakta hai who sab hasino me, isi ka
charcha hai falak nashino me (jali hai naam iska sabhi sahifo me) x2 likha hai naam
is ka sabhi safino me, ab humko tufan se na dar koi honga\par
\par
(Nabi Nabi hoga) x2 chaman chaman hoga kali kali hoga\par
\par
5. Duwaye karte hai tere wasile se, mariz jitne hai unhe shifa dede, nabi ke
sadke me ye martaba dede (yaki(n) ki manzil ka tu raste dede) x2 nabi ke bachho ka
tu khake pe dida kahaa tera jaysa koi sakhi honga\par
\par
(Nabi Nabi hoga) x2 chaman chaman hoga kali kali hoga\par
\par
(Ya ali maula) x4\par
\par
Imamul momineen, Imamul muttaqeen, Imamul saddiqeen, Imamul alimeen, Imamul
awaleen, Imamul akhireen\par
\par
(Ya kaheral aduwe, wa waliyal wali, ya mazharal ajaaeb, ya murtaza Ali)
x2\par
\par
6. Nabi ne manga tha, khudaase ek nasir, Ali ki surat me, huwa hai wo zahir,
Nabi ne jab chaaha ali huwe hazir (Ali ki midhat se zaban hai kasir) x2 Ali sar-e-
mimber salooni ka zakir, jaha nabi honga, waha Ali honga\par
\par
(Nabi Nabi hoga) x2 chaman chaman hoga kali kali hoga\par
\par
7. Ali ko baksha hai, khudaane kya rutba, nabi sa bhayi hai, batool si zawjah,
Ali nazar aya, Ali ka har beta (Nabi ki hiqmat ka Ali hai darwazah) x2 Na dusra
haider, na dusra kaba, na ho saka pehle, na ab kabhi hoga\par
\par
(Nabi Nabi hoga) x2 chaman chaman hoga kali kali hoga\par
\par
8. Who asr-e-ashoora, ali ka ek beta, rasool the jisse, rasool se jo tha, tamam
lasho ko uthata tha tanha (Jo zere khanjar ye, bayaan deta tha) x2 Rahenga deen ab
to hamare nana ka, zamin-e-maqtal per likha yahi honga\par
\par
(Nabi Nabi hoga) x2 chaman chaman hoga kali kali hoga\par
\par
9. Ali ke kunbe per, sitam huwe kya kya, kahi jale khayme kahi luta parda, kahi
kate bazu, kahi chida seena (Kisi ka maqtal me bikhar gaya lasha) x2 Ye zulm dekha
to khuda pukar utha, Hussain jo kehde sada wahi honga\par
\par
(Nabi Nabi hoga) x2 chaman chaman hoga kali kali hoga\par
\par
Nabi Nabi hoga, ali ali honga chaman chaman hoga kali kali hoga\par
\par
(Ya Rasool Allah) x4\par
\par
Salallaho alayhi wa aali hi wa sallam \par
}
#

Vous aimerez peut-être aussi