Vous êtes sur la page 1sur 6

{\rtf1\ansi\ansicpg1252\deff0\deflang1033{\fonttbl{\f0\fswiss\fcharset0 Arial;}}

{\*\generator Msftedit 5.41.15.1507;}\viewkind4\uc1\pard\f0\fs20 Ya Ali (A.S) Ya


Hussain (A.S) <Lyrics>\par
\par
Ya Ali (AS) Ya Hussain (AS)\par
\par
\par
\par
(Allah) x3\par
\par
\par
\par
(Allah hi Allah) x4\par
\par
\par
\par
Tu hi tu Allah\par
\par
\par
Allah tu hi tu Allah\par
\par
\par
Tu hi tu Allah\par
\par
\par
\par
Jo mohammad ka wafadar he Allah uska,\par
\par
karbala uski, najaf uska, madina uska,\par
\par
zindagi he to bas Ali ki tarha, maut aye to ya hussain hussain\par
\par
\par
\par
(Ya hussain) x6\par
\par
\par
\par
(Ya Ali ya hussain) x4\par
\par
\par
\par
1. (Awaaze Muhammad ka asar khatm na hoga) x2\par
Thak jaayega suraj ye safar khatm na hoga\par
\par
\par
\par
(Ya Ali ya Hussain ) x3\par
\par
\par
\par
2. La raib pe rasool ki donon he zebo zen\par
Pehlu mein ya Ali he to (godi me ya Hussain) x2\par
Loho qalam ka ilm ka sadiq he ya Ali\par
Jab tak khuda ka mulk he (malik he ya Hussain) x2\par
Ye ilm ka dar sabr ka ghar khatm na hoga\par
\par
\par
\par
(Thak jaayega suraj ye safar khatm na hoga) x2\par
\par
\par
\par
3. Ye saltanate ishq hai khuddar milenge\par
Salmano abuzar se (wafaadar milenge) x2\par
Qasim yahan mesum se jigar taar milenge\par
Jeene ke liye marne pe (tayyar milenge) x2\par
Kat jaye zaban ishq magar khatm na hoga\par
\par
\par
\par
(Thak jaayega suraj ye safar khatm na hoga) x2\par
\par
\par
\par
4. Muslim bine Aqeel safeere hussain he\par
Hubbe ali he dil mein (masheere hussain he) x2\par
Who baadshah aur ye wazeere hussain he\par
Aisa wazeer he ke (faqeere hussain he) x2\par
Ta hashr sifarat ka safar khatm na hoga\par
\par
\par
\par
Thak jaayega suraj ye safar khatm na hoga\par
\par
(Ya ali ya hussain) x3\par
\par
\par
\par
5. Hur ko sakhi hussain ne aali bana diya\par
Aisa ke panjatan ka (sawaali bana diya) x2\par
Nade ali ne isko jalali bana diya\par
Rumale fatema ne (missali bana diya) x2\par
Ye dar he ataaon ka ye dar khatm na hoga\par
\par
\par
\par
(Thak jaayega suraj ye safar khatm na hoga) x2\par
\par
\par
\par
6. Ay mere rabbe jahaan\par
Ay Muhammad ke khuda\par
Ye tera ishk hi tha\par
Jiski parwaaz juda\par
(Ye tera ishk hi tha) x2\par
Panjetan se jo mila\par
Ishq ka tere safar\par
Ishq haidar me mila\par
Kabhi mesum kabhi miqdad o abuzar me mila\par
Kabhi salman ke dil mein kabhi qambar me mila\par
Aur maqtal me jo dekha to bahattar me mila\par
(Laike ishq he tu, tera jalwa har su) x2\par
\par
\par
7. Ay mere rabbe jahaan\par
Ay Mohammad ke khuda\par
Ishq tune bhi diya\par
Aur Muhammad tera\par
Jiski chahat ke liye\par
Ye jahaan khalq kiya\par
(Who tera ishq hi tha) x3\par
\par
(Ay mere rabbe jahaan) x2\par
Ik ajab ishq huwa\par
Who sare karbobala\par
Tera ashiq hai khara\par
Khun mein duba huwa\par
De chuka lakhte jigar\par
De chukka noore nazar\par
De chukka sara woh ghar\par
Aur khanjar ke tale\par
Us ka sajde mein he sar\par
Na namaazi aisi Na ashiq ka kaleja aisa\par
Noke neza pe bhi karta hi raha zikr tera\par
\par
\par
\par
(ya ali ya hussain) x3\par
\par
\par
\par
8. Ek zulfiqaar khalq me do haath se chali\par
Daste hussain o panjae mushkil kusha ali\par
Ye Mustafa ki jaan woh Allah ka wali\par
Donon ka martaba bhi do alam pe he jail\par
\par
Donon ka is kamaal se sajda ada huwa\par
Haider se ibteda huwi ya khatima huwa\par
\par
\par
\par
(ya ali ya hussain) x3\par
\par
\par
\par
9. Hai waqte asr marziye parwardigaar he\par
Ab pushte zuljana pe maula sawaar he\par
Pehlu mein khun roti huwi zulfiqaar he\par
Hum rah zuljanah bhi bohot dil figaar he\par
Qurban zuljanah pe aur zulfiqar par\par
Chalte the donon marziye parwardigar par\par
\par
\par
\par
(ya ali ya hussain) x3\par
\par
\par
\par
10. Jaisi who zulfiqaar thi waisa tha zuljanah\par
Bachpan se saath saath hi rehta tha zuljanah\par
be misl o be nazir tha aala tha zuljanah\par
kyunkar na ho rasool ne pala tha zuljanah\par
Pehla sawaar to nabiye kirdigaar he\par
Aur doosra ye doshe nabi ka sawaar he\par
\par
\par
\par
(ya ali ya hussain) x3\par
\par
\par
\par
11. jite thi jab bhi sheyr chitwa(n) hiran ki aankh\par
\par
chalta tha dekh dekh ke shahe zaman ki aankh\par
\par
parti thi yun harif pe us sab shikan ki aankh\par
\par
larzi ho jese halq me shamshir zan ki aankh\par
\par
Teghaayi jispe urh kabhi baar urhte chalgaya\par
\par
Wo sar gira gayi to ye lasha uchalgaya\par
\par
\par
\par
(ya ali ya hussain) x2\par
\par
\par
\par
12. Kehta tha zulfiqaar se ab meri jang dekh\par
\par
Chal tere saath saath zara mera rang dekh\par
\par
Is kaas mei laraayi ka mera bhi dhang dekh\par
\par
Raah-e-hayaat fitro(n) pe karta hu(n) tang dekh\par
\par
Mana tu zulfiqaar hai marhab shikaar hai\par
\par
Leykin ye dekh kon ye mujhpar sawaar hai\par
\par
\par
\par
(ya ali ya hussain) x3\par
\par
\par
\par
13. Simta jamaa urha idhar aya udhar gaya\par
\par
Chamka phira Jamaal dikhaya tha har gaya\par
\par
Teero(n) pe urh ke barchiyo(n) mei bekhatar gaya\par
\par
Bar haq kiya sabo(n) ko saro(n) par guzar gaya\par
\par
Aya jo zad mei iski ajal aagayi usse\par
\par
Is saath koi zarb zamee(n) kha gayi usse\par
\par
\par
\par
(ya ali ya hussain) x3\par
\par
\par
\par
14. Allah re laraayi mei shokat hussain ki\par
\par
Heete wo zuljanah mei sur\rquote at hussain ki\par
\par
Qudrat baghor zad ki thi surat Hussain ki\par
\par
Chehre udaas Sakina hai haybat Hussain ki\par
\par
(Bole Ali Hussain) x2 ho ab bhi hawaas mei\par
\par
Aisi to jang ham na lare mulk-o-yaas mei\par
\par
\par
\par
(Hussain ya hussain) x3\par
\par
\par
\par
15. Ayi sada-e-ghayb ke bas bas Hussain bas\par
\par
Dam le hawaa mei eik nafas bas Hussain bas\par
\par
Garmi se haanfta hai faras bas Hussain bas\par
\par
Waqt-e-namaaz asr hai bas bas Hussain bas\par
\par
\par
\par
(Hussain ya hussain) x3\par
\par
\par
\par
16. Ye sunte the hazrat jo laga pusht pe dhara\par
\par
Qarboos pe tharra ke gire hazrat-e-waala\par
\par
Jibreel ne qadmo(n) se rikaabat ko nikala\par
\par
Aur haatho(n) ko garden mei yadullah ne daala\par
\par
Dekha jo zuljanah ne ghash khate zee(n) par\par
\par
Bas beyth gaya dekh ke ghutno(n) ko zamee(n) par\par
\par
Quran rehl-e-zee(n) se sar-e-farsh gir para\par
\par
Dewaar-e-kaba beyth gayi arsh gir para\par
\par
\par
\par
(Hussain ya hussain) x3\par
\par
\par
\par
17. Chillayi fatemah mera bacha hai be gunaah\par
\par
Ay arz-e-nainawah mera bacha hai be gunaah\par
\par
Ay nehr-e-alqamah mera bacha hai be gunaah\par
\par
Ay zulfiqaar tu hi bachaale hussain ko\par
\par
Ay zuljanah tujhse mei luti hussain ko\par
\par
\par
\par
(Hussain ya hussain) x3\par
\par
\par
\par
18. Duba lahu mei lot ke aaya hai zuljanaah\par
\par
Samjhi Sakina baba ko laaya hai zuljanah\par
\par
Sar khaak per patak kar gira wo rahwaar\par
\par
Sayyedaniyo(n) bichar gaya mujhse mera sawaar\par
\par
Jaldi utaarlo ye tabarruk ye zulfiqaar\par
\par
Are kat\rquote ta hai waa gulu-e-shahenshaah-e-naamdaar\par
\par
Zahra qareeb-e-laash-e-pisar khaak urhaati hai\par
\par
Are khaymo(n) mei jaawo, lutne ko foj aati hai\par
\par
\par
\par
Hussain ya hussain\par
}


Vous aimerez peut-être aussi