Vous êtes sur la page 1sur 2

Khairul Bashar par Lakho Salam Lakho Darood aur Lakho Salam Jinno Malaik Tere Ghulam Sab

se siwa hai Tera Muqaam Yaseen O Taha Tere hi naam Ala se Ala Tera Muqaam Sab Ambiya ka Tu hai IMAM Kul Aulia hai Tere Ghulam Arshe baree tak charcha Tera Shams o Qamar hai Sadqa Tera Yeh mahe kamil husne tamam Sab ko mayas'sar ho yeh muqaam Pahoonche Madine bankar Ghulam Padhte Darood aur Padhte Salam Itna Karam to Farmaiye Rauze pe sab ko bulwaiye Hazir yahaan hai jitne ghulam Teri Sana hai mera naseeb Qurbaan Tujh par jaane Adeeb Tujh par tassaduq Alam tamam

Mustafa Jaan E Rehmat Pe Laakho(n) Salaam Shamme Bazme Hidayat Pe Laakho(n) Salaam Jis Suhani ghadi chamka tayba ka chand, Us dil afroze saad pe laakhon salaam Jiske Mathe Shafaat ka sehra raha, Us zabaane saadat pe laakhon salaam Jis key aane say yasrab Madinah bana, Ayse aaqa ki amad pe lakhon salaam Ek Mera Hi Rehmat Me D'awa Nahi, Shah Ki Saari Ummat Pe Laakho(n) Salaam Ummati Ummati lab pe jari raha, Ummati teri kismet pe lakhon salaam Asdaqus-Sadeqi Sayyedul Muttaqi Chashmo Goshe Vejarat Pe Laakho(n) Salaam Woh Umar Jis Ki Aada Pe Shaida Sakar Uss Khuda Dost Hazrat Pe Laakho(n) Salaam Yaani Usmaan Saahab Kamees E Huda Hulla Pushe Shahadat Pe Laakho(n) Salaam Murtaza Shere Haq Ashja-Ul Ashja-e Saaqi E Sheero Sharbat Pe Laakho(n) Salaam Hazrat E Hamza Shere Khuda Wa Rasool Zeenat E Qaadriyat Pe Laakho(n) Salaam Shafa'e Maaliki Ahmad Imam E Hanif Chaar Baagh E Imamat Pe Laakho(n) Salaam Ghouse Aazam Ima Muttuka Wannuka Jalwa E Shaan E Qudrat Pe Laakho(n) Salaam Kutbe Abdaalo Irshaad O Rushdurshaad Muh-yi-e Deen O Millat Pe Laakho(n) Salaam Jiski Mimbar Bani Gardan E Awliyah Uss Qadam Ki Karamat Pe Laakho(n) Salaam

Vous aimerez peut-être aussi