Vous êtes sur la page 1sur 2

Bekhudi Ki Zindagi Ham Jiya Nahi Karte Jaan Dusro Se Chin Kar Ham Piya Nahi Karte Unko

Mohabbat Hain To Aa Kar Izhaar Kare Picha Ham Bhi Kisika Kiya Nahi Karte Na Shaher Dekho Na Biya Ba Dekho Khuda Ka Ek Naam-o-Nishan Dekho Bas Aankh Uthao Aur Dekho (hehe) Tumhari Khubsoorati Ne Khuda Se Khata Kara Di Kahi Khud Se Nazar Na Lag Jaye Soch Kar Tumhe Nazar Na Di Kaash Ki Main Oon Ka Gudda Hota Kaash Ki Main Oon Ka Budda Hota, toh unki ungliyon mein lipta hota. Kash Woh Mera Sweater Bana kar Garmiyo Main Bhi Pahene Raheti Phool Hoon Gulab Ka, Chameli Ka Mat Samjhna, Aashiq Hoon Main Aapka, Aapki Saheli Ka Mat Samajhna. Behthi hain hotho ko see kar, pachtayegi aap Ishq jag uthta hain aksar aisi khamoshi ke baad Insaan ki khawish ki koi intaha nahi Insaan ki khawish ki koi intaha nahi Do gaz zameen chahiye, do gaz khafan ke baad Dard se aankhen char kar lenge ham bhi imtihaan de denge teri dosti ki khatir yeh dost hum dushmano se bhi pyar kar lenge lal kilo ki galiyon se kabhi Sharjahan gujre the ham se door jaoge kaise? dil se hamhe nikalo ge kaise? ham woh khooshboo hain jo sanso main baste hain khood ki sanso ko rok paoge kaise? Suna hai Mohabbat mein neend ud jaati hai, koi humse mohabbat kar le, kambakht humein neend bahut aati hai. Meri saanson ko tere dil mein panhaa mil jaaye, Tere ishq mein meri jaan Fanaa ho jaaye Hum acche aur bure mein toh faisla kar paate hai. Par do sahi raston mein se ek behtar chunana aur do galat raston mein se ek munasib ko chunna mushkil hota hai . hahahhaaa Main janta hoon ki shaayad meri khaamoshi mere khilaaf jaa sakti hai. Lekin jooth mein bol nahin sakta aur sach main bata nahin sakta. Prakash aapse jitna pyaar karta hai utna pyaar aap prakash se nahin karte!! Ab tumhein dar lag raha hai! Aisa laga khuda ne, rakh diya hamhare dil pe haath liya naam hamara unhone kuch aisi aada ke saath paani se pyas na bhuji to mahkhane ki taraf chal nikla socha shikayat karoo teri khuda se, par khuda bhi tera ashiq nikla

Aag suraj main hoti hain, Jalna jamin ko padta hain mahobat nigahe karti hain, tadpna dil ko padta hain Bhool kar ke hamse agar koi bhool hue ho to bhool samaj ke bhoola dena lekin bhoolana sirf bhool ko galti se bhi hamhe na bhoola dena rone de aaj hamko do aankhen sujaane de baahon mein lene de aur khud ko bheeg jaane de hain jo seene mein qaid dariya woh choot jaayega hain itna dard ke tera daaman bheeg jaayega adhoori saans thi dhadkan adhoori thi adhooren ham magar ab chaand poora hain falak pe aur ab pooren hain ham

Vous aimerez peut-être aussi